Babban Khala Ki Betiyan - OST FULL SONG | ARY DIGITAL
bikhar rahi hai roz-o-shabhawaa mei ret ki tarah
ye pahle thi na is tarah
ye dard hai nayi tarah
kyu so rahi hai zindagi
kyu ajnabi hai zindagi
karaar hi nahi mila hame kisi taraha
khayale e yaar ki tarah\
kyu khali khali hai aasmaan
thahar sakegi nazar kahaa
kya tinka tinka bikhar gaya
nahi raha kyaa vo ashiyaan
ye or baat ke jis traha
talash hai jis taraha
khayal yaar ki tarah
ye dard roz ki tarah
naye dukho ke naye makaam
ke rahne wale hum benishaan
dikhai deta nahi koi
sunai deti kahaniya
ye zindagi ki kahaniya
rahengi kya isi tarah
ye dard roz ki tarah
khayle yaar ki tarah

No comments:
Post a Comment