Pages

Friday, December 14, 2018

Gumraah OST – Hum TV



Drama: Gumraah
TV Channel: Hum TV
Year: 2017
Director: Saima Waseem
Producer: Momina Duraid
Writer: Mali Khuda Bakhsh

OST: Gumraah
Singer: Damia Farooq
Composer: Sohail Haider
Lyrics: Sabir Zafar


khwaahishon ki seeriyan choona chaahain aasmaan
yeh safar maaya ka hai, is ki manzil hai kahaan
jo fasaana hai mera, woh mukammal kab huwa
zindagi gumraah thi, ishq sandal kab huwa

mehrbaan ve mehrbaan! tere ishq ne kya kiya

khwaahishon ki seeriyan choona chaahain aasmaan
yeh safar maaya ka hai, is ki manzil hai kahaan
(beliya ve beliya! tere ishq ne kya kiya)
jo fasaana hai mera, woh mukammal kab huwa
zindagi gumraah thi, ishq sandal kab huwa

mehrbaan ve mehrbaan! tere ishq ne kya kiya!



No comments:

Post a Comment