Pages

Tuesday, May 21, 2019

Kahi_Un_Kahi_drama ost lyrics HUM TV

pakistani draam lyrics, pakistan songs, pakistani music, pakistani drama reviews


Koi lamha, lamha shareek tha mere jagty huay rang main
Aise dard main yun kia mjhy be-zuban
K main reh saka na tarang main
Ye khalish rhi yeh kasak rahi
K sada rahi [kahi un kahi]
Mere roz-o-shab main ho roshni
Meri zindagi main nishat ho
Jisy hal-e-dil main suna sakun
Koi sath ho, koi baat ho
Ye khalish rahi yeh kasak rahi
K sada rahi [Kahi un kahi]
Mujhy pyasa rakha serab ne
Mjhy tanha rakha malal ne
Mjhy rakha qaid main umar bhar
Inhi sazishon bhary jaal main
Yeh khalish rhi yeh kasak rhi
K sada rahi [Kahi un kahi]

No comments:

Post a Comment