Pages

Monday, June 24, 2019

Yaqeen Ka Safar OST Lyrics – Hadiqa Kiyani & Waqar Ali | HUM TV



OST: Yaqeen Ka Safar
Singer: Hadiqa Kiyani
Lyrics: Naseer Turabi

Yaqeen Ka Safar OST Lyrics – Hadiqa Kiyani & Waqar Ali | HUM TV



Guman ke bad yaqeen ka Safar nikalta hai
Ye kon sath sar-e-raah guzar nikalta hai

Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya
Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai
Gumaan ke baad yaqeen ka safar nikalta hai 
Main teri yaad ke khalchon se tang hon, 
kiya kiya
Main teri yaad ke khalchon se tang hon, 
kiya kiya

Mein tere waqt ke hamrah, chal nahi sakti
Ke tera waqt, mujhe rond kar nikalta hai

Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya
Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai.

No comments:

Post a Comment