Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Saturday, January 4, 2020

AABROO OST LYRICS – NABEEL SHAUKAT ALI | TURKISH DRAMA 2019

No comments :

Song: Aabroo OST Lyrics
Singer: Nabeel Shaukat Ali
Composer: Soch the band
Drama: Aabroo Turkish
Label: C1 Shorts

Aabroo OST Lyrics:
Nam aankhein hain
Sookh na paeen

Sookh na paeen
Sookh na paeen

Girtay ashkon ne
Kasmay uthayin

Kasmay uthayin
Kasmay uthayin

Hayeee! Jhooti si
Chahatein lagayin

Chahatein lagayin
Chahatein lagayin

Hayeee

Jaane dil tu kis taraf hai le chala
Hum tum bhaktay mil rha na raasta

Jaane dil tu kis taraf hai le chala
Hum tum bhaktay mil rha na aasraa

Aasraa… Na mila

Kisi apne ne
Aankh hai rulaayi

Aankh hai rulaayi
Aankh hai rulaayi

Roya pachtaya
Maine kiya hai kamaya

Is dunyadaari ki khaatir
Kya khoya kya paaya

Roya pachtaya
Maine kiya hai kamaya

Is dunyadaari ki khaatir
Kya khoya kya paaya

Koi bhi na jaane hum hain
Kitna jalay

Koi bhi na jaane hum hain
Kitna jalay

Seene mai dil nahi bas gham
Hi palay

Hum tou nangay paaon
Kaanton pe chalay

Bheer mai koi na apna mile
Pheer mai koi na apna mile

Har pal har dum humdum fikrein rehti yaar ki
Hum to sab kuch bhool gaye yaad rahe

Bas apki ishq mai tere dar dar phirtay phr bhi
Na tera naam liya humne tera maan rkha
Rakhi aabroo is pyaaar ki

Bara tarpay hain
Dete hain duhaayi

Dete hain duhaayi
Dete hain duhaayi

Kaisay bikhre hain
Samjh na aayi

Samjh na aayi
Samjh na aayi

Hayeee

Hastay hastay yaar hum to ro paray
Aakhein pochoon aansoo
Phir se nam karein

Hastay hastay yaar hum to ro paray
Aakhein pochoon aansoo
Phir se nam karein

Aasraa…. Na mila

Kisi apne ne
Aankh hai rulaayi

Aankh hai rulaayi
Aankh hai rulaayi

Roya pachtaya
Maine kiya hai kamaya

Is dunyadaari ki khaatir
Kya khoya kya paaya

Roya pachtaya
Maine kiya hai kamaya

Is dunyadaari ki khaatir
Kya khoya kya paaya


No comments :

Post a Comment