Wednesday, July 17, 2019
Sammi Meri Waar Lyrics - Coke Studio Pakistan – Season 8 (2015)
Sammi Meri Waar Lyrics - Coke Studio Pakistan – Season 8 (2015)
Movie/album: Coke Studio Pakistan – Season 8 (2015)
Singers: Umair Jaswal, Qurat-ul-Ain Balouch
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Strings (Band)
Music Director: Strings (Band)
Director: Rohail Hyatt
Music Label: Coke Studio
Release on: 16th August, 2015
Sammi Meri Waar Song Lyrics
Jaane kyoon lagta hai
Yoon koyi hai mere ru-ba-ru
Main dekhoon jahaan nazar na aaye
Tu hai kahaan koyi
Mujhe yeh bataaye
Kaisa dil pe waar kiya re
Chheena mujh se mora jiya re
Jeete jeete maar diya re
Sammi meri waar main waari
Main waariyaan ni sammiye
Sammi meri waar main waari
Main waariyaan ni sammiye
Ho..gilli gilli banni e ni sammiye
Gilli gilli banni e ni sammiye
Pair sambhal ke utaaariye ni sammiye
Pair sambhal ke utaaariye ni sammiye
Sammi meri waar main waari
Main waariyaan ni sammiye
Sammi meri waar main waari
Main waariyaan ni sammiye
Ik taara main akela
Geet tu hai albela
Jab milein to dhol baaje dhamaadam
Apna jeevan ik samandar
Tu hai seepi uske andar
Aur moti jagmagaaen chamaacham
Kaisa dil pe waar kiya re
Chheena mujh se mora jiya re
Jeete jeete maar diya re, o…
Sammi meri waar main waari
Main waariyaan ni sammiye
Sammi meri waar main waari
Main waariyaan ni sammiye
Sammi meri waar main waari
Sammi meri waar main waari
Sammi meri waar main waari
Sammi meri waar main waari
Sammi meri waar main waari
Waariyaan ni sammiye
Waariyaan ni sammiye
Waariyaan ni sammiye
Waariyaan ni sammiye
Waariyaan ni sammiye
Waariyaan ni sammiye
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar main waari
Main waariyaan ni sammiye
Sammi meri waar main waari
Main waariyaan ni sammiye
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar
Sammi meri waar.
Friday, June 28, 2019
Panchi (Episode 3) Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 4 (2011)
Panchi (Episode 3) Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 4 (2011)
Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 4 (2011)
Singers: Jal (Band), Qurat-ul-Ain Balouch
Song Lyricists: N/A
Music Composer: N/A
Music Director: N/A
Release on: 22nd May, 2011
Panchi (Episode 3) Song Lyrics
Panchhi hoon urne do urne do
Hawaaon se larne do
Raste galiyaan chor aaya main
Bhoole waade tor chala main
Ye raat abhi dhal jaae gi
Ye baat abhi badal jaae gi
Main tanha hoon rahne do rahne do
Aansu hoon bahne do
Tere ishq men jo bhi doob gaya
Use dunya ki lahron se darna kya
Tere ishq men jo bhi doob gaya
Use dunya ki lahron se darna kya
Tere ishq men jo bhi doob gaya
Use dunya ki lahron se darna kya
Tere ishq men jo bhi doob gaya
Use dunya ki lahron se darna kya
Use darna kya
Use darna kya
Use darna kya
Tere ishq men
Use darna kya
Use darna kya
Use darna kya
Use darna kya
Tere ishq men
Use darna kya
Tere ishq men
Ho ala.
Wednesday, June 26, 2019
Bhool Full OST Lyrics - Quratulain Baloch | New ARY Digital Drama OST 2019
Bhool Lyrics, Quratulain Baloch
OST: Bhool Lyrics
Singers: Quratulain Baloch
Composer & Lyrics: Hassan Abbas Rai
D.O.P: M. Sikander Yousuf
Label: ARY Digital
Bhool Lyrics:
Kuch pass thy kahry
Kuch door ho gaye
Bekarah gye you zaat meri
Jis per yaqeen kiya
Us ny dagaa diya
Kamosh rah kar dard seeh rahi
Phir rona parha ha ab tu
Galtion pe apni o raba
Kossti ho khud thi main kami
Lout raha tha mujhe say raba
Mujh say mera jahan sara
Dekhte rahi ye zameen
Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa
Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa
Daman ko daag say
Apno ne bhaar dia
Dunia ne ab mera
Na mera koi rahnuma
Ranjisho ko maari main
Kismato say haari main
Koi aa kar dekh lay
Ho tooti sari main
Rona parha ha ab tu
Galiton pe apni raba
Kossti ho khud thi main kami
Lout raha tha mujhe say raba
Mujh say mera jahan sara
Dekhte rahi ye zameen
Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa
Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa
Un ki saza ko aj tak sahe hai hum
Aayy zindgi bewafa ye na samjhe hum
Mazmoon zindgi ka bhool kay chale thy hum
Dilon say pyar ki saza mili chale thy hum
Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa
Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa
Monday, June 17, 2019
humsafar song lyrics hum tv drama
Sunday, June 16, 2019
Aye Zindagi Lyrics - Hum TV | Quratulain Balouch
Aye Zindagi Lyrics
QURATULAIN BALOUCH
Aye zindagi aaj rang na badalna
Aye zindagi aaj sang hi chalna
Kyun rooz mujhe tanha chor jati ho
Kyun rooz nahi chorti aankhein barasna
Aye zindagi aaj rang na badalna..
Rooz deti hain kyun dastak
Dar pe aa ke anhoniyan
Kyun kholtey hain dhar kiye unglian
Teri sanson mein wehshat
Saans leti hai har pal
Dil mein basa hai mere
Andeshon ka jaahan..
Aye zindagi aaj waqt rok lo na
Kyun rooz mujhe tanha chor jati ho
Kyun rooz nahi chorti aankhein barasna
Aye zindagi aaj rang na badalna..
Tuesday, May 21, 2019
Mannat OST Lyrics Har Pal Geo Quratulain Balouch
Mannat OST Lyrics Har Pal Geo Quratulain Balouch
Chal dil hun us raah we chaliye
Jithe muk jande ne role
Na koi changa manda aakhe
Na koi dard pharole
Maad jaan ke tan man andar
Laaye ishq ne dhaire
Chad de khedhan rol na jinrri
Mainu hor ne rog bathahre
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Rog lageya O rog lageya
Mann mein paretam ka basera
Bas chale na khud pe mera
Dil mein qadmon ke nishan hain
Nishaan, nishaan hain
Naino mein bhi pi ka dhaira
Tere mukh ko daikh soun
Ho sang tere hi ho sawera
Jindri rul gayi kiwein main dassan mahiya
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Rog lageya O rog lageya
Ajnabi hai kul khudayi
Tu bhi shayad kuch khafa hai
Rishte naate hain sab hain dhoka
Dhoka, dhoka
Kiya hai chahat kiya wafa hai
Kiya karein shikwa shikayat
Moat tera aasra hai
Jindri rul gayi kiwein main dassan mahiya
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Rog lageya O rog lageya
Dhund shayad ya dhuwan hai
Kuch yaqeen hai kuch guman hain
Bhait moula jaane sare
Maula, Muala
Kis ke dil mein kiya nahaan hai
Ja re bande chor chaira
Ye sabhi ka bas ziyaan hai
Jindri rul gayi kiwein main dassan mahiya
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Mainu kamli rog lageya
Dhaada ishq rog lageya
Rog lageya O rog lageya…
Tuesday, February 26, 2019
Babban Khala Ki Betiyan Lyrics - ARY Digital Lyrics
Babban Khala Ki Betiyan Lyrics, Qurat ul Ain Balouch
OST: Babban Khala Ki Betiyan Lyrics
Singer: Qurat ul Ain Balouch
Composer: Waqar Ali
Lyric: Zahir Zafar
D.o.p: Javed Ansari
Writer: Mansoor Ahmed Khan
Post: Q-Links
Director: Syed Atif Hussain
Producer: Fahad Mustafa & Dr. Ali Kazmi
Babban Khala Ki Betiyan Lyrics:
Bikhar Rhye Hai Roz O Shahb
Hawa Mein Reaat Ki Tarah
Yeh Phele Thy Nah Is Tarah
Yeh Dard Hai Naye Tarah
Kyun So Rahi Hai Zindagi
Kyun Ajnabi Hai Zindagi
Qarar Hi Nahi Mila
Hume Kahye Kisi Tarah
Khyal Yaar Ki Tarah
Yeh Dard Roz Ki Tarah
Kyun Khali Khali Hai Asmaan
Thaharr Sakye Gi Nazar Kaha
Kiya Thinka Thinka Be-Khar Gya
Nahi Raha Kiya Woh Aasha
Yeh Aur Baat Hai Magar
Talash Hai Usi Tarah
Khyal Yaar Ki Tarah
Yeh Dard Roz Ki Tarah
Naye Duhkun Ky, Naye Makaan
Ky Rahne Wale Hai Be-Nishan
Dekhye Deta Hai Nahi Koi
Sunnye Deti Ha Kahniya
Yeh Zindagi Ki Kahniya
Rahye Gi Kiya Isi Tarah
Mann Mayal OST Full Lyrics (Tere Naal Mai Laiyaan Akhiyaan)
Mann Mayal Lyrics, Quratulain Balouch
OST: Mann Mayal Lyrics
Singer: Quratulain Balouch
Lyrics: Shuja Hyder
Music: Shuja Hyder
Channel: Hum Tv
Mann Mayal Lyrics:
Yaar De Vede Aayi Tup Tup Galiyan
Labdi Phira Mai Tenu Mal Mal
Akhiyann
Maahi Mai Tenu Samjhwan Ki
Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan
Tere Naal Mai Laiyaan Akhiyaan
Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan
Beparwa Mai Tere Ishq Vich
Bandhiyaan
Bas Tera Mukhraa Dissay Baaki
Tey Main Andhi Haan
Maahi Mai Tenu Samjhawan Ki
Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan
Tere Naal Mai Laiyaan Akhiyaan
Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan
Tohmat Tumharay Ishq Ki
Aodh Li Chaadar Ki Tarha
Bheega Kiye Wajood E Hum
Aap Jo Barse Baadalon Ki Tarah
Dil Me Andhere Hai Shikwon Ka Dher Hai
Teri Deewani Hui Tera Qasoor Hai
Chhote Se Dil Nou Samjhawan Ki
Tere Naal Mai Laiyan Akhiyan
Tere Naal Kyun Laiyan Akhiyan
Tere Naal Kyun Laiyan Akhiyan
Tere Naal Mai Laiyan Akhiyan
Patta Patta Bouta Bouta Janay Sara
Haal Dil-E-Jaanam
Main Hoon Manmauji Piya, Kaise Kiya
Tera Mann Mayal
Chhote Se Dil Nou Samjhawan Ki
Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan
Tere Naal Mai Laiyaan Akhiyaan
Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan
Tere Naal Mai Laiyaan Akhiyaan



