5 bright planets to spot in November — when and where to see them
-
This is a great month for planet watching, either in the evenings or
mornings. During convenient evening hours, the planet of choice is *Saturn*,
visibl...
Showing posts with label Sajal Ali. Show all posts
Monday, June 24, 2019
Yaqeen Ka Safar OST Lyrics – Hadiqa Kiyani & Waqar Ali | HUM TV
OST: Yaqeen Ka Safar
Singer: Hadiqa Kiyani
Lyrics: Naseer Turabi
Lyrics: Naseer Turabi
Yaqeen Ka Safar OST Lyrics – Hadiqa Kiyani & Waqar Ali | HUM TV
Guman ke bad yaqeen ka Safar nikalta hai
Ye kon sath sar-e-raah guzar nikalta hai
Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya
Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai
Gumaan ke baad yaqeen ka safar nikalta hai
Main teri yaad ke khalchon se tang hon,
kiya kiya
Main teri yaad ke khalchon se tang hon,
kiya kiya
Mein tere waqt ke hamrah, chal nahi sakti
Ke tera waqt, mujhe rond kar nikalta hai
Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya
Ke apne paon chupaon to, sar nikalta hai.
Friday, December 14, 2018
Mastana Maahi OST Lyrics Hum Tv
Ruchi
9:30 AM
Arisha Razi
,
Deepti Gupta
,
Fahad Mustafa
,
HUM TV
,
Mahmood Aslam
,
Mehreen Raheel
,
Saba Hameed
,
Sajal Ali
,
Sakina Samo
No comments
:
OST: Mastana Maahi
Directed by: Roomi Insha
Written by: Samira Fazal
Channel: Hum TV
Year: 2011
Song Title: Palkain Kiyun Nam
Singer(s): Sohail Haider
Music by: Sohail Haider
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
kahin khushiyaan hain kho gai’n
haseen honton se kho gai’n
judaai ke aansu reh gaey bas yahin
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
ek haseen raat mein mujh ko woh
pari chehra mila tha jo mere khawaabon mein tha basa
juda horahi thi mujh se
khafa horahi thi aur main
khara dekhta hans raha
usay jaana tha door hi
main us ki manzil tha nahi
bas un lamhon ko soch kar aaj phir
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
zindagi saamne aai to
na lab khol paaya, na main usay keh saka jo dil mein tha
us ki masoom aankhon mein jo
basa pyaar tha mere liye
usay naam kya deta bhala
main tha hairaan yun hogaya
usay samjhaaon kis tarah
phir un yaadon mein doob kar aaj bhi
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
bekhabar thay zamaane se ham
tumhain jaana to pechaana, ham kitne anjaan thay jee rahe
tum ne bhi to sameta ham ko
bikhar jaate warna doob kar
kahin raahon mein kho jaate ham
woh anjaana sa waqt tha
tumhaare mere darmayaaan
bana tha ek pal keliye, soch kar
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
Monday, November 19, 2018
Chupke Se Bahaar Aajaaye Ost Lyrics
Chupky Sy Bahar Aajaye Songs Lyrics A Plus
OST. Chupky sy bahar aajaye
Singer. Sara Raza Khan
Composer Waqar Ali
Lyrics –
Channel. A Plus
Tery honton py kabhi
Mera kaha aajaye
Main agar chup rahon
Phir bhi sada aajaye
Nam si khushboo is tarha
Mahsoos kiye
Dhoop agar jaye shaam ka
malboos liye
Dil ky sahra mein yon chupky sy
Bahar aajaye
Dil ky sahra mein yon chupky sy
Bahar aajaye
Saansein chalti hain
Roz hi apna kahty kahty
Dil ky dharakny ka tera naam sy
Rishta bunty bunty
Tery aany sy bechain dil ko
Qaraar aajaye
Dil ky sahra mein yon chupky sy
Bahar aajaye
Dil ky sahra mein yon chupky sy
Bahar aajaye…!!!
Tum Mery Hi Rehna OST
Ruchi
12:55 AM
Dania Anwar
,
HUM TV
,
Kiran Haq
,
Mikaal Zulfiqar
,
Muhammad Mubarik Ali
,
Naima Khan
,
Omair Rana
,
Sajal Ali
No comments
:
![]() |
| tum merey hi rahna HUM TV pakistani drama |
OST
Tum Mery Hi Rehna
Singer Shuja Haider
Composer. Shuja Haider
Lyrics. Sabir Zafar
Channel. Hum Tv
Tu bhool gaya hai yaad meri
Wo piyar tera faryad meri
Tu aany wala kal
Ya beeta hua hai pal
Har sans adhoori hai
Har lamha ye doori hai
Baichara ye dil hai dhoondy wo beety pal
Tu mera hi rahy hai thora thora hai kiun
Teri baahon sy jo naata hai
Tooty na kabhi wo dhaaga hai
Teri khamooshi ka jaany kia irada hai
Umeed ki galiyon mein aashiq ye awara hai
Baichara ye dil hai dhoondy wo beety pal
Tu mera hi rahay hai thora thora hai kiun
Dil ko lagi teri dosti
Jab meri zindagi khamoosh thi
Khushiyan thori naraz thi
Umeedein saari behosh thi
Tu mera kiun nahi
Ye jeena jeena nahi
Tu mera hi rahy hai thora thora kiun
Tu bhool gaya hai yaad meri
Wo piyar tera faryad meri
Tu aany wala kal
Ya beeta howa hai pal
Har sans adhoori hai
Har lamha ye doori hai
Baichara ye dil hai dhoondy wo beety pal
Tu mera hi rahay hai thora thora hai kiun…!!!
Sunday, November 18, 2018
Mere Qatil Mere Dildaar OST Lyrics
Ruchi
10:09 PM
Adnan Siddiqui
,
Farhan Ali Agha
,
HUM TV
,
Mehwish Hayat
,
Qavi Khan
,
Sajal Ali
,
Shagufta Ejaz
No comments
:
![]() |
| mere qatil mere dildaar HUM Tv ost lyrics |
Mere Qatil Mere Dildaar
Paas Raho
Mere Paas Raho
Tum Mere Paas Raho
Subaho Ki Pehli Kiran Jab
Teri Palkay Choo Le,
Adh Kili Kaliyon Pe Jaise
Koi Titli Jhuley,
Chahe Tum Mujhko Sawaro
Chahe Barbad Karo,
Bhool Jayo Mujhe Tum Ya K
Mujhe Yaad Karo,
Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho....
Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho...
Tum Pe Ilzaam Hai Jana
Meri Ruswai Ka
Paas Ho Phir Bhi
Yeh Ehsaas Hai Tanhai Ka
Yeh Toh Anmol Hai Tohfa
Mere Harjai Ka
Karo Iqraar Ke Inkaar
Mere Paas Raho....
Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho....
Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho....
Mujhe Khayal Kar De
Mujhe Pagal Kar De,
Chahe Bechain Mujhe
Chahe Bekar Karde,
Mujhe Jeena Hai
Toh Marna Ke Liye Jeena Hai,
Ab Toh Hai Maut Ka Israar
Mere Paas Raho......
Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho....
Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho.....
Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho.....
Asmano Pay Likha OST lyrics
Ruchi
10:05 PM
Azra Aftab
,
Emmad Irfani
,
Geo TV
,
Manzoor Qureshi
,
Mehmood Akhtar
,
Pari Hashmi
,
Saba Faisal
,
Saba Hameed
,
Sajal Ali
,
Sanam Chaudhry
,
Sheheryar Munawar
,
Tariq Jameel
,
Yasir Ali
No comments
:
![]() |
| aasmano pe likha ost lyics |
OST: Asmano pay likha
Drama: Asmano pay likha
Channel: Geo TV
Network: Geo Entertainment network
Directed By: Mohsin Mirza
Written By: Rabia Razzaque
Produced By: A & B Entertainment
Gener: Social, romance, Faith,drowery
Asmano Pay Likha Lyrics:
Hum tujhay ek pal bhul na jaen, sotay hway b khyal tera
hum na kabhi jo ankhain kholi, tujh hei ko dekha pehli dafa
ek pyas hai ek dard hai bin tere na tere bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
Kya karun shikwa apnay khuda se, jo b hwa ha naseeb mera
mere qadam toe pani par thay, janay main kaisay par laga
hain durian majburian, bin tere na tera bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
Barish ki bondon main chaand ki hatheli main, dekha hai tum ko mere humnawa
resham k dhagon na rishton ki dori na, chun lia tum ko humsafar mera
ek pyas hai ek dard hai bin tere na tere bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)




