Monday, June 12, 2023
nehar hum tv drama ost lyrics
Ye jhoot nahi kehte
Chup chap hai ye rehte
Ye bhedh chupate hai
Dukh apne hai khudh sehte
Naina naina re khaarey naina re
Naina naina re khaarey naina re
Kya unse kahein apni
Jo nikle harjaai
Har bat main dhoka hai
Har raah main tanhai
Naina naina re khaarey naina re
Ro ro ke tanha haarey naina re
Haarey naina re
Jinki maangein ho juda
Kaise unse ho nibah
Saansein ruk jaye meri
Kar na babul aise wida
Chaha tha na yuh jaise
Rukhsati ki ghadi aai
Lagta hai nehar ne
Ek laash hai dafnaai
Kya unse kahein apni
Jo nikle harjaai
Har bat main dhoka hai
Har raah main tanhai
Naina naina re khaarey naina re
Ro ro ke tanha haarey naina re
Haarey naina re
Paar kaise main karu
Jo teri dehleez hai
Zindagi tujhpe nisaar
Ye jahan kya cheez hai
Kya maine kiya aisa
Kyu jaan pe ban aayi
Kyu aise ho dil maila
Kyu aise ho ruswaai
Naina naina re khaarey naina re
Ro ro ke tanha haarey naina re
Haarey naina re
Wednesday, June 26, 2019
Bhool Full OST Lyrics - Quratulain Baloch | New ARY Digital Drama OST 2019
Bhool Lyrics, Quratulain Baloch
OST: Bhool Lyrics
Singers: Quratulain Baloch
Composer & Lyrics: Hassan Abbas Rai
D.O.P: M. Sikander Yousuf
Label: ARY Digital
Bhool Lyrics:
Kuch pass thy kahry
Kuch door ho gaye
Bekarah gye you zaat meri
Jis per yaqeen kiya
Us ny dagaa diya
Kamosh rah kar dard seeh rahi
Phir rona parha ha ab tu
Galtion pe apni o raba
Kossti ho khud thi main kami
Lout raha tha mujhe say raba
Mujh say mera jahan sara
Dekhte rahi ye zameen
Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa
Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa
Daman ko daag say
Apno ne bhaar dia
Dunia ne ab mera
Na mera koi rahnuma
Ranjisho ko maari main
Kismato say haari main
Koi aa kar dekh lay
Ho tooti sari main
Rona parha ha ab tu
Galiton pe apni raba
Kossti ho khud thi main kami
Lout raha tha mujhe say raba
Mujh say mera jahan sara
Dekhte rahi ye zameen
Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa
Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa
Un ki saza ko aj tak sahe hai hum
Aayy zindgi bewafa ye na samjhe hum
Mazmoon zindgi ka bhool kay chale thy hum
Dilon say pyar ki saza mili chale thy hum
Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa
Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa

