5 bright planets to spot in November — when and where to see them
-
This is a great month for planet watching, either in the evenings or
mornings. During convenient evening hours, the planet of choice is *Saturn*,
visibl...
Showing posts with label Asad Siddiqui. Show all posts
Wednesday, June 19, 2019
Surkh Chandni Full OST Lyrics - Krishan Beura | ARY Drama 2019
Ruchi
11:28 AM
ARY
,
ARY Digital
,
Asad Siddiqui
,
Hassan Ahmed
,
Huma Nawab
,
Mansha Pasha
,
Osman Khalid Butt
,
Sohai Ali Abro
No comments
:
Surkh Chandni Full OST Lyrics - Krishan Beura | ARY Drama 2019
Surkh Chandni Lyrics, Krishan Beura
OST: Surkh Chandni Lyrics
Singer: Krishan Beura
Composition: Adnan Dhool & Rabi Ahmed (Soch Band)
Lyrics: Adnan Dhool
Post: Q-Links (Mehrooz)
D.O.P: Luqman Khan
Producers: Humayun Saeed & Shahzad Nasib, Samina Humayun Saeed & Tariq Shah, Sana Shahnawaz
Label: ARY Digital
Surkh Chandni Lyrics:
Ayy khawb tha kya Tu kaanch ka jo toota hai
Kya manga main ne Jag say jag kyun rootha hai
Haye kis ko bolien Apnaon ne hi loota hai
Sab jal gaya Mera kuch na pechay choota hai
Mera seena asa kahli hai
Mera jeena jase gali hai
Mere sary khwab pani pani ho
Mere sary khwab pani
Mere sary khwab pani pani ho
Mere sary khwab pani
Mera dil tu jase khali hai
O Chand ray
O Chand ray
Main jaloun
Main jaloun
Surkh Chandni talay
Ye ghum hai Mere ankh say jo behta hai
Haye dil na janne Mera kya kya seehta hai
Aik dard hai Jo mere sath mein jo rahta hai
Meri ankh ka har ansu yehi kehta hai
Mera seena asa kahli hai
Mera jeena jase gali hai
Mere sary khwab pani pani ho
Mere sary khwab pani
Mera dil tu jase jali hai
O Chand ray
O Chand ray
Main jaloun
Main jaloun
Surkh Chandni talay
Monday, November 19, 2018
Rukhsati OST Songs Lyrics Composer Aamir Quraishi
Ruchi
1:13 AM
Abid Ali
,
Anum Fayyaz
,
Asad Siddiqui
,
Bilal Qureshi
,
Faizan Khawaja
,
Geo TV
,
Gul-E-Rana
,
Mehmood Akhtar
,
Rahma Ali
,
Rizwan Ali Jaffri
,
Sana Askari
,
Seema Sehar
,
Sunita Marshall
,
Tahira Imam
No comments
:
OST. Rukhsati
Singer. Maria Meer
Composer Aamir Qureshi
DOP Sabir Zafar
Channel Geo Tv
Mehndi ki bondein chamki
Khushiyon sy aankhein chamki
Sab rasmein jo hain bas mein
Inhi ky hony sy jagti hai zindagi
Koi dekhy koi jaany koi dekhy koi jaany
Palkon ki chalni sy aansoun ki rukhsati
Baji shehnayi saji angrayi
Apna aap jala kar meri marzi ki shama jalayi
Naya bandhan hai naya jevan hai
Sakhiyo sang bhi chup nahi paayi
Jany kiyn tanhaai
Koi dekhy koi jaany, koi dekhy koi jaany
Palkon ki chalni sy aansoun ki rukhsati
Sila nahi hai koi wafa ka
Reet yehi hai zamaany ki
Mili jo har sorat mujh ko
Qeemat ashk bahany ki
Mery khuda tu hi bta
Kis sy karon ab mein gila
Qurbaniyan hain rayigaan
Kiun so gayi har duaa…!!!
Sunday, November 18, 2018
Hari Hari Churian OST Lyrics By Rahat Fateh Ali Khan | Har Pal Geo
Ruchi
10:20 PM
Aiman Khan
,
Asad Siddiqui
,
Faria Sheikh
,
Har Pal Geo
,
Hasan Ahmed
,
Juvaria Abbasi
,
Sajid Hasan
,
Shagufta Ejaz
,
Syeda Natasha Ali
,
Wahaj Ali
No comments
:
![]() |
| hari hari churiyaa har pal geo tv ost lyrics |
OST: Hari Hari Churiyan
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Channel: Har Pal Geo
Hari Hari Churian OST Lyrics
Ishq kia hai paas ho ke bhi door door rehna
Zindagi hai dhoop chhaun ke darmiyan
Ham yahin hain kahin
Tu jahan mein wahin
Har jagha har jagha
Dil hain do bhi to kia dharkanein aik hain
Sun zara ye sada
Hathon ke paron mein rang dekh abhi tak hai taza
Wo titliyan dil ke har koney mein
Raat aur din gungunaye
Teri churiyan
Hari hari churiyan
Hari hari churiyan
Sham ki surmayi shaal aurhe huye
Yaad ki khirkiyan baal khole huye
Teri raahon mein aankhein bichaye huye
Hijar ki raagni wasal ki hai chandni mein royi
Meri kehkasahn kon jaane kahan kis gali ke mor pe tooti
Hari churiyan
Hari hari churiyan
Hari hari churiyan
Aik pathar ko mein moum kaise karon
Shaq mein doobe huye dil mein kaise jiyon
Such ki sachai mein lafz kaise bharon
Kis kadar akeli hoon chand hai na koi sitara
Khaali aasman..
Dodhiya kalayi mein
Bondhi ho ke reh gayi
Meri chooriyan
Hari hari chooriyan
Hari hari chooriyan...
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)

