Astrophotographer captures jaw-dropping view of the Crescent Nebula
-
[image: A red and blue nebula glows against distant stars. A bright blue
star can be seen glowing in its core.]
The Crescent Nebula shines in the constel...
Showing posts with label Ayesha Khan. Show all posts
Monday, June 24, 2019
Wo Aik Pal OST Lyrics – Nabeel Shaukat & Ayesha Khan | HUM TV
Ruchi
2:02 AM
Ally Khan
,
Ayesha Khan
,
Feroze Khan
,
HUM TV
,
Ramsha Khan
,
Shamayal Tareen
,
Yasir Mazhar
,
Zara Tareen
No comments
:
Wo Aik Pal OST Lyrics – Nabeel Shaukat & Ayesha Khan | HUM TV
Saray ghamoon say larnay laga hoon
Aik pal mein sadiyan rehne laga hoon
Rabba main kya kya karu iltija hai meri
Ankhon say gham kun chuno iltija hai meri
Rabba kithay javaan main
Rabba kithay javaan main
Maan uljhay ko kesay sambhalo
Bikhra hua ho uljha hua hon
Apne hi apno ko jalatay
Chahat main jinki jal sa gaya ho
Rabba main kya kya karu
Ankhon say gham kun chuno
iltija hai meri
Rabba kithay javaan main
Rabba kithay javaan main
Khud say juda main aisa hua hon
Tanha para hon tanha khada hoon
Beech jo boya kaat raha hoon
Main liya qismat jhaar raha ho
Rabba main kya kya karu
Ankhon say gham kun chuno
iltija hai meri
Rabba kithay javaan main
Rabba kithay javaan main…
Aik pal mein sadiyan rehne laga hoon
Rabba main kya kya karu iltija hai meri
Ankhon say gham kun chuno iltija hai meri
Rabba kithay javaan main
Rabba kithay javaan main
Maan uljhay ko kesay sambhalo
Bikhra hua ho uljha hua hon
Apne hi apno ko jalatay
Chahat main jinki jal sa gaya ho
Rabba main kya kya karu
Ankhon say gham kun chuno
iltija hai meri
Rabba kithay javaan main
Rabba kithay javaan main
Khud say juda main aisa hua hon
Tanha para hon tanha khada hoon
Beech jo boya kaat raha hoon
Main liya qismat jhaar raha ho
Rabba main kya kya karu
Ankhon say gham kun chuno
iltija hai meri
Rabba kithay javaan main
Rabba kithay javaan main…
Thursday, June 20, 2019
kuch khwab they mere ost lyrics ary digital drama
Ruchi
12:00 AM
ARY Digital
,
Ayesha Khan
,
eshita
,
khalid anum
,
mehmood aslam
,
Nauman ijaz
,
neelum
,
noman masood
,
saadia imam
,
Saba Faisal
,
Samina Peerzada
,
saqib sheikh
,
waseem abbas
No comments
:
Kuch Khawab Thay Mere OST lyrics ary digital
Naina.....
bhole naina
kaise.....
paaye chaina
phoolo ke badle
kanto ko chun kay
reshmi sapne
palko se bun kay
dil ne chupaaye
naino taley
kuch khwab they mere
jo main ankho mei lapete
dhadkano mei samete
chunri ke pallu se
dhaaga dhaaga maine bandhe
titli ke rango jaise
kuch khwab the mere
jo na tere paas aa sakey
kuch khwab they mere
dhuaan dhuaan rasto pe
sath chalte huye
bekhabar ratjago mei
hum yu jalte huye
aage kahaa....
paas hokar bhi
duriyaa hai darmaiyaa
tumne na jaana
sahme huye
kuch khwab they mere
jo main ankho mei lapete
dhadkano mei samete
chunri ke pallu se
dhaaga dhaaga maine bandhe
titli ke rango jaise
kuch khwab the mere
jo na tere paas aa sakey
kuch khwab they mere
bujhe bujhe dil se mere
ansoo peetay huye
jeete jee mar na jaayu
tanha jeete huye
kaise mai kahuu...
raas hi nahi
aas ke vo be-zubaan
dil ki taho mei
baste huye
kuch khwab they mere
jo main ankho mei lapete
dhadkano mei samete
chunri ke pallu se
dhaaga dhaaga maine bandhe
titli ke rango jaise
kuch khwab the mere
jo na tere paas aa sakey
kuch khwab they mere
Naina.....
bhole naina
kaise.....
paaye chaina
phoolo ke badle
kanto ko chun kay
reshmi sapne
palko se bun kay
dil ne chupaaye
naino taley
kuch khwab they mere
jo main ankho mei lapete
dhadkano mei samete
chunri ke pallu se
dhaaga dhaaga maine bandhe
titli ke rango jaise
kuch khwab the mere
jo na tere paas aa sakey
kuch khwab they mere
Wednesday, June 19, 2019
Dil Ishq OST Song Lyrics Har Pal Geo….
Ruchi
10:17 AM
Aijaz Aslam
,
Ayesha Khan
,
Har Pal Geo
,
Neelam Muneer. Ali Abbas
,
Shabbir Jan
,
Sohail Asghar
No comments
:
Dil Ishq OST Song Lyrics Har Pal Geo….
Dil ishq ishq parhda, Dil ishq ishq parhda
Dil ishq ishq parhda, Dil ishq ishq parhda
Likhty ho tum jo ab ye har harf pak rakhna
Karlo shuro khatam sy aur rab ki zaat likhna
Parhna hai dil ny sab ye
Parhna hai dil ny sab ye
Dil aur baat karda
Dil aur baat karda
Dil ishq ishq parhda, Dil ishq ishq
Dil ishq ishq parhda, Dil ishq ishq
Parhna tha dil ny sab ye
Repeat
Likhty ho tum jo ab ye har harf pak rakhna
Karlo shuro khatam sy aur rab ki zaat likhna
Parhna hai dil ny sab ye
Parhna hai dil ny sab ye
Dil aur baat karda
Dil aur baat karda
Dil ishq ishq parhda, Dil ishq ishq
Dil ishq ishq parhda, Dil ishq ishq
Parhna hai dil ny sab ye
Ishq ishq parhda, Dil ishq ishq
Ishq ishq parhda, Dil ishq ishq
Monday, June 17, 2019
mirat ul uroos ost lyrics hum tv
Ruchi
1:13 AM
Aamina Sheikh
,
Ahsan Khan
,
Ayesha Khan
,
HUM TV
,
Mehwish Hayat
,
Mikaal Zulfiqar
,
Momal Sheikh
,
Samina Ahmad
No comments
:
mere paas thoda sa jaadoo hai
jise pal mein poora kiya jaega
aane vaalee saanson mein
vah itr bhar dega
main tej havaon mein udana chaahata hoon aur ambar chhoone vaala hai sone kee hava bistar par hai phir har koee jaagana chaahata hai jab bhee main ghoomana chaahata hoon main ise dene ke lie ichchhuk hoon main vahaan kaise pahunch sakata hoon? aap kahaan pad chhodane ja rahe hain? marate samay jahaan duhkh kee chhaaya gaharee hai jagah lenge vah mujhe aisa jaal dega main thak kar chal diya aur manzil nahin aaee apane sapane utaaro aur sikh raat mein nahin aae ab mera apheyar hai vah apana man mujhase bhar lega bhayaavah renj mein kyon? ise dekhen kyon ise sparsh na karen saare braand kyon toote mujhe ehasaas hua ki ise bhula diya gaya tha jab toot jaata hai jod toot jaata hai jiyo kee vo khabar doonga mujhe thoda bachana hoga jo brij mein milenge aane vaalee saanson mein vah itr bhar dega
main tej havaon mein udana chaahata hoon aur ambar chhoone vaala hai sone kee hava bistar par hai phir har koee jaagana chaahata hai jab bhee main ghoomana chaahata hoon main ise dene ke lie ichchhuk hoon main vahaan kaise pahunch sakata hoon? aap kahaan pad chhodane ja rahe hain? marate samay jahaan duhkh kee chhaaya gaharee hai jagah lenge vah mujhe aisa jaal dega main thak kar chal diya aur manzil nahin aaee apane sapane utaaro aur sikh raat mein nahin aae ab mera apheyar hai vah apana man mujhase bhar lega bhayaavah renj mein kyon? ise dekhen kyon ise sparsh na karen saare braand kyon toote mujhe ehasaas hua ki ise bhula diya gaya tha jab toot jaata hai jod toot jaata hai jiyo kee vo khabar doonga mujhe thoda bachana hoga jo brij mein milenge aane vaalee saanson mein vah itr bhar dega
Monday, November 19, 2018
Soteli Ost lyrics, ARY Digital
Ruchi
1:10 AM
Aashir Wajahat
,
Ahmed Zaib
,
ARY
,
ARY Digital
,
Ayesha Khan
,
Deepak Perwani
,
Saba Faisal
,
Sabreen Hisbani
,
Sadia Faisal
,
Sarmed Mirza
,
Shehzad Shaikh
,
Tara Mehmood
No comments
:
OST Soteli
Singer. Sahir Ali Bagga
Composer. Sahir Ali Bagga
Lyrics. Mohsin Ali
Channel ARY Digital
Ik pal mein cheena jisko
Dunya thi meri wo
Dhoop mein saaya khushiyon
Ka raasta tha wo
Neend ki chadar thi
Khawabon ka takya wo
Sochon main pal pal ye
Ab jo nahi hai wo
Ye kesi mushkil hai kesa Imtihan
Rabba mery yaa mujh ko itna to bata
Dhondny usko main jaoun kahan
Toota har rishta
Jo tu rootha
Lagy rab rootha
Mery dil toota
Toota har rishta
Jo tu rootha
Lagy rab rootha
Mery dil toota
Ab kesa ghar hai ye
Sab kuch paraya hai
Khushiyan yoon zabt howi
Bas gham ka saaya hai
Raaton ko jaago main
Khawabon sy darta hon
Ye dil kiun rota hai
Apna kiun khota hai
Ye kesi mushkil hai kesa Imtihan
Rabba mery aa mujh ko itna to bata
Dhondny usko main jaoun kahan
Toota har rishta
Jo tu rootha
Lagy rab rootha
Mery dil toota
Haaye
Toota har rishta
Jo tu rootha
Lagy rab rootha
Mery dil toota…!!!
Badi aapa OST lyrics
Ruchi
12:47 AM
Ayesha Khan
,
Fahad Mirza
,
HUM TV
,
Nauman ijaz
,
Noman Ijaz
,
Sarah Khan
,
Savera Nadeem
,
Syed Jibran
No comments
:
![]() |
| bari aapa HUM TV pakistani drama ost lyrics |
OST
Bari Aapa Singer
Tina Sani Composer
–
Lyrics Ghalib
Channel Hum Tv
Dil e naadan tujhy howa kiya hai
Aakhir is dard ki dawa kiya hai
Dil e naadan tujhy howa kiya hai
Aakhir is dard ki dawa kiya hai
Dil e naadaan…
Ham hain mushtaq aur wo bezaar hain
Ya ilaahi ye maajra kiya hai
Ya ilaahi ye maajra kiya hai
Dil e naadan tujhy howa kiya hai
Dil e naadaan…
Main bhi momin zuban rakhta hon
Kash pocho ky Mud-daa kiya hai
Kash pocho ky Mud-daa kiya hai
Dil e naadan tujhy howa kiya hai
Aakhir is dard ki dawa kiya hai
Dil e naadaan…!!!
Sunday, November 18, 2018
Mere Meharban OST lyrics
Ruchi
8:28 PM
Agha Ali
,
Ayesha Khan
,
HUM TV
,
Humayun Ashraf
,
Imran Ashraf
,
ismat Zaidi
,
Madiha Rizvi
,
Minal Khan
,
Neelam Muneer
,
Sanam Chaudhry
,
Seemi Pasha
,
Tipu Sharif
No comments
:
![]() |
| mere mehrbaan humtv drama lyrics |
Mery Meharban
Singer Rahat Fateh Ali Khan
Composer. Farukh Abid & Shoib Farukh
Lyrics Sabir Zafar
Channel. Hum TV
Akeli jaan py jahan ny hazaar zulm kiye
Kabhi tamasha banaya kabhi faraib diye
Magar malal na shikwa na koi parwah hai
Mujhy yaqeen hai kaafi hai tu hi mery liye
Wo jo tinka tinka ura gayi
Koi dar-o-gham ki hawaen thein
Meri bandagi mein thi kia kami
Mere waasty jo sazaein thein
Meri zindagi mein jo dukh likhy
Mery maula kia wo khataen thein
Jinhein aanso’on mein proya tha
Wo meri adhoori duaen thin
Na meri zameen na mera aasman
Tu apne karam ka dikha dy nishan
Mere meherban, Mere meherban
Mere meherban, Mere meherban
Nahi jal rahy thy diye jahan
Wahan mein ny aankhein jalaen hain
Jahan dhoop teez thi door tak
Wahan mein ne palkein bichai hain
Magar apni ye saari chahatein
Mujhy raas hi nahi aayi hain
Mere apnon ki wo rafaqatein
Jo prayi thin wo prayi hain
Ke tu aasra, tu mera raazdaan
Tu apne karam ka dikha de nishan
Mere meherban, Mere meherban
Mere meherban, Mere meherban
Mere meherban, Mere meherban…!!!
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)





