5 bright planets to spot in November — when and where to see them
-
This is a great month for planet watching, either in the evenings or
mornings. During convenient evening hours, the planet of choice is *Saturn*,
visibl...
Showing posts with label Saba Hameed. Show all posts
Wednesday, June 19, 2019
Dil e Muztar drama OST lyrics
Ruchi
11:31 PM
Humayun Saeed
,
Imran Imran Abbas
,
ismat Zaidi
,
Mohsin Gilani
,
Rabia Noreen
,
Saba Hameed
,
Sanam Jhung
,
Sarwat Gilani
,
Shakeel Ahmed
,
Shamim Hilali
No comments
:
Artist: Alycia Dias
Song: Dil e Muztar
Composed By: Waqar Ali
Lyrics: Imdad Hussain Imdad
D.O.P: Irfan Resham
Written By: Aliya Bukhari
Produced By : Momina Duraid
Directed By: Shahzad Kashmiri
Cast: Sanam Jhung, Imran Imran Abbas, Sarwat Gilani, Humayun Saeed, Saba Hameed, Shakeel Ahmed, ismat Zaidi, Mohsin Gilani, Rabia Noreen, Shamim Hilali
Song: Dil e Muztar
Composed By: Waqar Ali
Lyrics: Imdad Hussain Imdad
D.O.P: Irfan Resham
Written By: Aliya Bukhari
Produced By : Momina Duraid
Directed By: Shahzad Kashmiri
Cast: Sanam Jhung, Imran Imran Abbas, Sarwat Gilani, Humayun Saeed, Saba Hameed, Shakeel Ahmed, ismat Zaidi, Mohsin Gilani, Rabia Noreen, Shamim Hilali
Lyrics:
Dil-e-Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay!Mager Is Dil Nay Tarpaya Bohat Hay!
Qiyamat Hay Yeah Tark-e-Arzoo Bhi. . .
Qiyamat Hay Yeah Tark-e-Arzoo Bhi. . .
Mujhy Aksar Woh Yaad Aya Bohat Hay!
Magar Is Dil Nay Tarpaya Bohat Hay!
Dil e Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay. . .!
Tabasum Bhi, Haya Bhi, Berukhi Bhi. . .
Tabasum Bhi, Haya Bhi, Berukhi Bhi. . .
Yeah Anadz-e-Sitam Bhaya Bohat Hay
Yeah Anadz-e-Sitam Bhaya Bohat Hay. . .
Rahi Hasti Kay Is Chaltay Safar Main. . .
Rahi Hasti Kay Is Chaltay Safar Main. . .
Tumhari Yaad Ka Saya Bohat Hay
Tumhari Yaad Ka Saya Bohat Hay. . .
Dil-e-Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay!
Mere Mohsin Full Song Lyrics - Nabeel Shaukat Ali & Nirmal Roy | New Geo Tv Drama 2019
Ruchi
11:33 AM
Geo TV
,
Jinaan Hussain
,
Mariyam Nafees
,
Rabab Hashim
,
Saba Hameed
,
Syed Jibran
No comments
:
Mere Mohsin Full Song Lyrics - Nabeel Shaukat Ali & Nirmal Roy | New Geo Tv Drama 2019
Mere Mohsin Lyrics, Nabeel Shaukat Ali & Nirmal Roy
OST: Mere Mohsin Lyrics
Singer: Nabeel Shaukat Ali & Nirmal Roy
Music Composer: Naveed Nashad
Channel: Har Pal Geo Tv
Mere Mohsin Lyrics:
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Jo gham mile itne mile
Dil mera bhar gaya
Apna gila kaise karon
Waqt se dar gaya
Mujh se khafa saya mera
Main kon hon kuch na pata
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Meri tanhai k alam ka
Meri tanhai k alam ka
Unhay ehsaas nai
Loota hai mujhko is tarha se
Roh bhi pass nahi
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Fursaton main kabhi ye souchon
Fursaton main kabhi ye souchon
Meri khata kia thi
Unko chah had se zaidaa
Kya ye wafa na thi
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Bhari mehfil main howe tanha hmm
Bhari mehfil main howe tanha
Par gila tu nahi
Humne manga tha faqat jisko
Wo mila hi nahi
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Mere Mohsin Lyrics, Nabeel Shaukat Ali & Nirmal Roy
OST: Mere Mohsin Lyrics
Singer: Nabeel Shaukat Ali & Nirmal Roy
Music Composer: Naveed Nashad
Channel: Har Pal Geo Tv
Mere Mohsin Lyrics:
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Jo gham mile itne mile
Dil mera bhar gaya
Apna gila kaise karon
Waqt se dar gaya
Mujh se khafa saya mera
Main kon hon kuch na pata
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Meri tanhai k alam ka
Meri tanhai k alam ka
Unhay ehsaas nai
Loota hai mujhko is tarha se
Roh bhi pass nahi
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Fursaton main kabhi ye souchon
Fursaton main kabhi ye souchon
Meri khata kia thi
Unko chah had se zaidaa
Kya ye wafa na thi
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Bhari mehfil main howe tanha hmm
Bhari mehfil main howe tanha
Par gila tu nahi
Humne manga tha faqat jisko
Wo mila hi nahi
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Mere is dard ki dawa de
Ya mujhe mar de saza de
Friday, December 14, 2018
Mastana Maahi OST Lyrics Hum Tv
Ruchi
9:30 AM
Arisha Razi
,
Deepti Gupta
,
Fahad Mustafa
,
HUM TV
,
Mahmood Aslam
,
Mehreen Raheel
,
Saba Hameed
,
Sajal Ali
,
Sakina Samo
No comments
:
OST: Mastana Maahi
Directed by: Roomi Insha
Written by: Samira Fazal
Channel: Hum TV
Year: 2011
Song Title: Palkain Kiyun Nam
Singer(s): Sohail Haider
Music by: Sohail Haider
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
kahin khushiyaan hain kho gai’n
haseen honton se kho gai’n
judaai ke aansu reh gaey bas yahin
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
ek haseen raat mein mujh ko woh
pari chehra mila tha jo mere khawaabon mein tha basa
juda horahi thi mujh se
khafa horahi thi aur main
khara dekhta hans raha
usay jaana tha door hi
main us ki manzil tha nahi
bas un lamhon ko soch kar aaj phir
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
zindagi saamne aai to
na lab khol paaya, na main usay keh saka jo dil mein tha
us ki masoom aankhon mein jo
basa pyaar tha mere liye
usay naam kya deta bhala
main tha hairaan yun hogaya
usay samjhaaon kis tarah
phir un yaadon mein doob kar aaj bhi
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
bekhabar thay zamaane se ham
tumhain jaana to pechaana, ham kitne anjaan thay jee rahe
tum ne bhi to sameta ham ko
bikhar jaate warna doob kar
kahin raahon mein kho jaate ham
woh anjaana sa waqt tha
tumhaare mere darmayaaan
bana tha ek pal keliye, soch kar
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
Monday, November 19, 2018
Marasim Title Song Lyrics Humaira Channa A Plus
Ruchi
1:26 AM
Ahsan Khan
,
APlus
,
Badar Khalil
,
Saba Hameed
,
Sadia Faisal
,
Sajid Shah
,
Soniya Hussain
,
Urva Hocane
,
Zaheen Tahira
No comments
:
OST Marasim
Singer. Humaira Channa
Composer. Waqar Ali
Lyrics. Ahmed Faraz
Channel A Plus
Silsaly torr gaya wo sabhi jaaty jaaty
Warna itny to marasim thy ky aaty jaaty
Silsaly torr gaya wo sabhi jaaty jaaty
Silsaly torr gaya…
Kitna aasaan tha tery hijar mein marna jaana
Kitna aasaan tha tery hijar mein marna jaana
Phir bhi aik umer lagi
Jaan sy jaaty jaaty
Silsaly torr gya wo sabhi jaaty jaaty
Silsaly torr gya wo sabhi jaaty jaaty
Warna itny to marasim thy ky aaty jaaty
Silsaly torr gaya… !!!
Dey Ijazat Jo Tu OSt Lyrics hum tv
OST. Dey Ijazat Jo Tu
Singer. Sohail Haider
Music. Aqeel Ahmed
Lyrics. Sohail Haider
Channel Hum Tv
Teri aankhon mein rah lun main
Tera har dard sah lun main
Teri aankhon mein rah lun main
Tera har dard sah lun main
Dey ijazat jo tu tery pehlu mein rah lun main
Teri aankhon mein rah lun main
Badli badli si hain dil ki aawazein sun
Sunly kiya kah raha hai mann
Meri aankhon sy door jana nahi
Sehmi sehmi si hai dharkan
Tu jo kahdy to jaan apni ye dy dun main
Teri aankhon mein rah lun main
Tera har dard sah lun main
Teri nazroon sy ojhal main kaisy rahon
Kaise juda rahoon
Teri khushbu sy ab bhi mehka karon
Teri yaadon ky sang rahoon
Tu jo kah dy to aik hi pal mein
Apni hasti fana karon
Teri aankhon mein rah lun main
Tera har dard sah lun main
Dey ijazat jo tu, tery pahlu mein rah lun main
Teri aankhon mein rah lun main
Tera har dard sah lun main…!!!
Sunday, November 18, 2018
Asmano Pay Likha OST lyrics
Ruchi
10:05 PM
Azra Aftab
,
Emmad Irfani
,
Geo TV
,
Manzoor Qureshi
,
Mehmood Akhtar
,
Pari Hashmi
,
Saba Faisal
,
Saba Hameed
,
Sajal Ali
,
Sanam Chaudhry
,
Sheheryar Munawar
,
Tariq Jameel
,
Yasir Ali
No comments
:
![]() |
| aasmano pe likha ost lyics |
OST: Asmano pay likha
Drama: Asmano pay likha
Channel: Geo TV
Network: Geo Entertainment network
Directed By: Mohsin Mirza
Written By: Rabia Razzaque
Produced By: A & B Entertainment
Gener: Social, romance, Faith,drowery
Asmano Pay Likha Lyrics:
Hum tujhay ek pal bhul na jaen, sotay hway b khyal tera
hum na kabhi jo ankhain kholi, tujh hei ko dekha pehli dafa
ek pyas hai ek dard hai bin tere na tere bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
Kya karun shikwa apnay khuda se, jo b hwa ha naseeb mera
mere qadam toe pani par thay, janay main kaisay par laga
hain durian majburian, bin tere na tera bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
Barish ki bondon main chaand ki hatheli main, dekha hai tum ko mere humnawa
resham k dhagon na rishton ki dori na, chun lia tum ko humsafar mera
ek pyas hai ek dard hai bin tere na tere bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)


