Pakistani Drama OST

Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Showing posts with label Affan Waheed. Show all posts

Wednesday, June 26, 2019

Bhool Full OST Lyrics - Quratulain Baloch | New ARY Digital Drama OST 2019

No comments :


Bhool Full OST Lyrics - Quratulain Baloch | New ARY Digital Drama OST 2019


Bhool Lyrics, Quratulain Baloch

OST: Bhool Lyrics
Singers: Quratulain Baloch
Composer & Lyrics: Hassan Abbas Rai
D.O.P: M. Sikander Yousuf
Label: ARY Digital

Bhool Lyrics:

Kuch pass thy kahry
Kuch door ho gaye

Bekarah gye you zaat meri
Jis per yaqeen kiya

Us ny dagaa diya
Kamosh rah kar dard seeh rahi

Phir rona parha ha ab tu
Galtion pe apni o raba

Kossti ho khud thi main kami
Lout raha tha mujhe say raba

Mujh say mera jahan sara
Dekhte rahi ye zameen

Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa

Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa

Daman ko daag say
Apno ne bhaar dia

Dunia ne ab mera
Na mera koi rahnuma

Ranjisho ko maari main
Kismato say haari main

Koi aa kar dekh lay
Ho tooti sari main

Rona parha ha ab tu
Galiton pe apni raba

Kossti ho khud thi main kami
Lout raha tha mujhe say raba

Mujh say mera jahan sara
Dekhte rahi ye zameen

Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa

Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa

Un ki saza ko aj tak sahe hai hum
Aayy zindgi bewafa ye na samjhe hum

Mazmoon zindgi ka bhool kay chale thy hum
Dilon say pyar ki saza mili chale thy hum

Bhool ho gye hai
Bataon kis ko saniyaa

Ye apni dastan main
Sunnao kis ko saniyaa

Roshan sitara OST Lyrics hum tv drama

1 comment :


dil ka ye aalam
jaane vo kaabil
kya maeri manzil
kya mera hasil

ankho ne dekha 
jalva ae jaana
ab to vohi hai
rooh mei shaamil


ye dil to bus 
tumhara hua hai
jab se ye roshan 
sitara hua hai

jab se ye roshan 
sitara hua hai


roshann sitara
roshan sitaraa

be rang se hai 
vo rangini noke mahak
terii aankho se chamakti hai
sitaro ki chamak

apne anchal mei basaa le 
mujhe roshan kar de
meri raato mei andhere the
bahut dur talak

tu hi lahar 
tu kinara hua hai

jab se ye roshan 
sitara hua hai
jab se ye roshan 
sitara hua hai

vo hi majhi ke dareeche
vo behang sabaa
vo hi chahat hai 
abhi tak
vo hi roshan hai hayaa

meri bechain tamanna ko sukoon mil na sakaa
vi hi chehre nihare, vo nihaare ab tak

tu hi tu mujhme'
samaya hua hai
jab se ye roshan 
sitara hua hai

jab se ye roshan sitara hua hai
jab se ye roshan sitara hua hai



Monday, November 19, 2018

Nazdeekain Ost Song lyrics ARY Digital Drama

No comments :

OST:  Nazdikiyaan
Singer:  Shuja Hyder
Music:  Nakash Haider
Lyrics:  Shuja Hyder
Channel: ARY Digital


Sans ki door sy bandh kar
Tu bana ly mujhy hamsafar
Tery samny kuch bhi nahi
Aagy chaly is tarha
Lahrein chaly jistarha
Mahsoos ho kisi meri jaan
Ye dooriyan Nazdeekiyan
Ye dooriyan Nazdeekiyan

Jan kar bhi na jaany mujhy
Kis tarha ye kahon main tujhy
Tery saamny kuch bhi nahi
Tu ishq hai tu junoon
Tu chain hai tu sukoon
Dehkhon tery ishq mein
Jaan main jaan.
Ye dooriyan Nazdeekiyan
Ye dooriyan Nazdeekiyan

Ho jaein rangon mein gum
Dil ki tarangon mein gum
Meri zindagi to tera piyar hai
Chahy jo don tujhy Ikhtiyar main
Jeeny ki hai aas bhi
Kuch tu dhop si chaoun si maharban
Ye dooriyan Nazdeekiyan
Ye dooriyan Nazdeekiyan
Ye dooriyan Nazdeekiyan
Ye dooriyan Nazdeekiyan
Nazdeekiyan…!!!