Tuesday, June 13, 2023
Mujhe Pyar hua tha drama ost
Kahani Suno Zubani Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Ikrar Hua Tha
Kahani Suno Zubani Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Ikrar Hua Tha
Mujhe Pyaar Hua Tha Ikrar Hua Tha
Deewana Hua Mastana Hua
Teri Chahat Main Kitna Fasana Hua
Tere Aane Ki Khushbu Tere Jaane Ka Manzar
Tujhe Milna Padega Ab Zamana Hua
Sadayein Suno Jafayein Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Ikrar Hua Tha
Mujhe Pyaar Hua Tha Ikrar Hua Tha
Hai Tammanna Hamein
Tumhe Dulhan Bnayein
Tere Haathon Pe Mehndi
Apne Naam Ki Sajayein
Teri Lele Balayein Tere Sadke Utarein
Hai Tammanna Hamein
Tumhe Apna Banayein
Nahi Mushkil Wafa Zara Dekho Yaha
Teri Aankhon Mein Basta Hai Mera Jahan
Kabhi Sun To Zara Jo Main Keh Na Saka
Meri Dunia Tumhi Ho Tumhi Aasra
Duayein Suno Sazayein Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Ikrar Hua Tha
Kahani Suno Zubani Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Ikrar Hua Tha
Deewana Hua Mastana Hua
Teri Chaahat Main Kitna Fasana Hua
Tere Aane Ki Khushbu Tere Jaane Ka Manzar
Tujhe Milna Padega Ab Zamana Hua
Sadayein Suno Tum Jafayein Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Ikrar Hua Tha...
Monday, June 24, 2019
Phir Wohi Muhabbat OST Lyrics – Shamoon Abbasi | HUM TV Serial
Phir Wohi Muhabbat OST Lyrics – Shamoon Abbasi | HUM TV Serial
Kachay kachay rishtay
Toor na daina
Girhon walay dhagay
Shaid aik pal bhi
neendoon ko sula kay
Jeena pain hum
Bhool na jana
Kachay kachay rishtay
Toor na daina
Girhon walay dhagay
Tooray to nahi
Girhon walay dhagay
Bhool na jana
Kachay kachay rishtay
Toor na daina
Girhon walay dhagay
Shaid aik pal bhi
neendoon ko sula kay
Jeena pain hum
Bhool na jana
Kachay kachay rishtay
Toor na daina
Girhon walay dhagay
Tooray to nahi
Girhon walay dhagay…..