Pakistani Drama OST

Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Showing posts with label Shahood Alvi. Show all posts

Wednesday, June 19, 2019

Kaash aisa ho.. Ost Lyrics

No comments :

Artist: Humera Channa
Song: Kash Aisa Ho Ke Ab Ke Bewafai Main Karoon
Lyrics: Sabir Zafar
Music: Mekaal Hasan & Kaleem Hasan
Post: Q-Links
Written By: Maha Malik
Produced By: A&B Entertainment
Directed By: Sohail Javed
Cast: Saba Qamar, Mohib Mirza, Shahood Alvi, Zainab Qayyum (ZQ), Jugun Kazim, Tahira Imam, Ali Sikander, Jahanzeb Gurchani, Sana Askari, Syeda Yasra Rizvi and Others..


 

Lyrics:  

Sulagte hue .. Muddate ho gayi 
Pigalte hue..Muddate ho gayi 
Zammana hua zakam sehte hue 
Zammana hua kuch na kehte hue 
Kaash aisa ho.. Ke ab ke lab kushayi main karu 
Kaash aisa ho.. Ke ab ke bewafai main karu
Kaash aisa ho..Kaash aisa ho..

Naseeba mere iss liye so chukka 
Mera chain iss waste kho chukka 
Preshaan bhi aur barbaad bhi 
Bahut ho chukka dil bahut ho chukka 
Kaash aisa ho.. Ke ab ke jagg hasayi main karu 
Kaash aisa ho.. Ke ab ke bewafai main karu 
Kaash aisa ho..Kaash aisa ho.. 

Bahut maine chahha bahut dukh sahha 
Ke aakhon se aansu nahi khoon baha 
Bahut kurbattein thi bahit chahtein thi 
Magar har taluk aadhora raha 
Kaash aisa ho.. Ke ab na ashnayi main karu 
Kaash aisa ho.. Ke ab ke bewafai main karu 
Kaash aisa ho..Kaash aisa ho.. 

Hawwaein mohabbat ka rukh modna 
Mere buss mein hota tujhe jodna 
Tamasha lagge dil ke aayine ko 
Kabhi todna aur kabho jodna 
Kaash aisa ho.. Ke ab kach aadayi main karu 
Kaash aisa ho.. Ke ab ke bewafai main karu 
Kaash aisa ho..Kaash aisa ho.. 

Monday, November 19, 2018

Zindagi Tum Ho Ost title song lyrics HUM TV Drama

No comments :
Lyrics Information
Song:  Zindagi Tum Ho
Singer:  Shaan
Music:  Kamran Ismail
Lyrics:  Sabir Zafar
Channel: Hum TV

Zindagi Tum Ho Title Songs Lyrics
Sapny dy kabhi tabir sy
Lagty ho mujhy tasveer sy
Sapny dy kabhi tabir sy
Lagty ho mujhy tasveer sy
Bhar jaye ye khali pan mera
Maangon mein tumhain taqdeery sy

Khayalon mein tum hi tum ho
Nigahon mein tum hi tum ho
Zamana kuch nahi aagy tumahary
Zindagi tum ho…
Zindagi tum ho…
Zindagi tum ho…

Sunday, November 18, 2018

MERI BETI Ost- LYRICS bhula na ye dil

No comments :
pakistanidramalyrics.blogspot.com bhula na ye dil, beete huye rishto ko




OST: Meri Beti
Singer(s): Sajjad Ali & Waqar Ali
Composer: Waqar Ali
Drama: Meri Beti
Channel: ARY Digital
Network: ARY Digital Network
Genre: Social Issues, Family, Relationship
Directed by: Badar Mehmood
Written by: Mohsin Ali



(Lyrics)

Bhoola naa ye dil.. x2
toote huwe rishton ko
bhoola naa ye dil

kyun aisa lage baaware mann ko
ke jaise koi dhoond rha hai.. x2

Bhoola naa ye dil.. x2
toote huwe rishton ko
bhoola naa ye dil

Zindagi yun tujhe
kabhi socha nahi,
jee liya us tarah
jaise chaaha nahi.. x2

Kya pata, jo huwa, kyun huwa

Roya naa ye dil.. x2
beeti hui baaton par
roya naa ye dil

kyun aisa lage baaware mann ko
ke jaise koi dhoond rha hai.. x2

Ajnabi ajnabi aashnaai lage
kyun wafa bhi humein
bewafai lage.. x2

Aarzoo kya karein
kya gila..
Jaane na ye dil.. x2
Kabhi kabhi apno ko
jaane na ye dil

Kyun aisa lage baaware bmann ko
ke jaise koi dhoond raha hai.. x2