Pakistani Drama OST

Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Showing posts with label Mehreen Raheel. Show all posts

Friday, December 14, 2018

Mastana Maahi OST Lyrics Hum Tv

No comments :



OST: Mastana Maahi
Directed by: Roomi Insha
Written by: Samira Fazal
Channel: Hum TV
Year: 2011

Song Title: Palkain Kiyun Nam
Singer(s): Sohail Haider
Music by: Sohail Haider




palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n
kahin khushiyaan hain kho gai’n
haseen honton se kho gai’n
judaai ke aansu reh gaey bas yahin
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n

ek haseen raat mein mujh ko woh
pari chehra mila tha jo mere khawaabon mein tha basa
juda horahi thi mujh se
khafa horahi thi aur main
khara dekhta hans raha
usay jaana tha door hi
main us ki manzil tha nahi
bas un lamhon ko soch kar aaj phir
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n

zindagi saamne aai to
na lab khol paaya, na main usay keh saka jo dil mein tha
us ki masoom aankhon mein jo
basa pyaar tha mere liye
usay naam kya deta bhala
main tha hairaan yun hogaya
usay samjhaaon kis tarah
phir un yaadon mein doob kar aaj bhi
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n

bekhabar thay zamaane se ham
tumhain jaana to pechaana, ham kitne anjaan thay jee rahe
tum ne bhi to sameta ham ko
bikhar jaate warna doob kar
kahin raahon mein kho jaate ham
woh anjaana sa waqt tha
tumhaare mere darmayaaan
bana tha ek pal keliye, soch kar
palkain kiyun nam huwi’n
saansain bhi tham gai’n

Sunday, November 18, 2018

OST Ashk Lyrics Zindagi TV By Sajjad Ali

No comments :
na jeene de mujhe, na marde de mujhe ashq title song pakistanidramalyrics.blogspot.com
ashk geo tv drama ost lyrics

Na jeene de mujhe
Na mujh ko marne de
Palkon pe jo thahra ashk hai
Gahra hai saagar se
Ooncha hai ambar se
Ye ishq hai ya koi ashq hai
Ashk hai, Ashk hai,
Ashk hai ya ishq hai
Ishq hai ya ashk hai

Na koi justajo, Na koi aarzoo
Ye aag hai ya koi rahguzar
Ye meri zindagi hai kiun sarab mein
Ik dhool mein kho gai hai nazar
Ashk hai, Ashk hai,
Ashk hai ya ishq hai
Ishq hai ya ashk hai

Wo jo sheeshe jaisa hai
Jane kiun dhundla hai
Chahon dekh lon
Mujh mein zinda hai
Dukh ky soone raston mein
Bikhre lamhon mein
Jaise khawab sa
Toote aankhon mein
Na jeene de mujhe
Na mujh ko marne de
Palkon pe jo thahra ashk hai

Ashk hai ya ishq hai
Ishq hai ya ashk hai

Najane faisla hai kiun naseeb ka
Jo saath hai nahi hai wo mera
Jo mere paas hai kiun mujhse door hai
Ye ishq hai ya koi ashq hai
Ashk hai, Ashk hai,
Ashk hai ya ishq hai
Ishq hai ya ashk hai

Ishq hai Ashk hai