Pakistani Drama OST

Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Showing posts with label Natasha Ali. Show all posts

Sunday, June 16, 2019

maamta ary digital drama ost lyrics

No comments :
Starring: Sonia Hussain, Agha Ali, Natasha ali, Irfan Khoosat,
 Asma Abbas, Roohi Khan, Zoya Malik, Farhan A. Malhi, 
Uzair Khan, Kinza Malik, Hina Sultan, Zain Afzal and others..
 


Naina khoye khoye
Aanson roye roye
Jaany kitny hi gham
Dil mein hain proye
Sun zara, sun zara
Pori kar meri maamta

Naina khoye khoye
Aanson roye roye
Jaany kitny hi gham
Dil mein hain proye
Sun zara, sun zara
Kiya kary labon pe wafa

Khely jo khilon se
Mittion ki bonon se
Aisa koi chaand utry
Aasmano se..

Tinko se banaye thy
Rangon se sajaye thy
Ham ne kyun wo khawab bandhe thy
Aashyano se..
Sun zara, sun zara
Pori kar meri maamta

Jana tujhko chaha tha
Jeeny ke bahano mein
Hum ne bhi wo khawab rakhay thy
Dil ke khaano mein

Saanson ki wafaen hain
Honton pe duaen hai
Hai tera hi naam
Chahat ke in fasaano mein
Naina khoye khoye
Aanson roye roye
Jaany kitny hi gham
Dil mein hain proye
Sun zara, sun zara
Pori kar meri maamta

Naina khoye khoye
Aanson roye roye
Jaany kitny hi gham
Dil mein hain proye
Sun zara, sun zara
Kiya kary labon pe wafa

Khely jo khilon se
Mittion ki bonon se
Aisa koi chaand utry
Aasmano se..

Tinko se banaye thy
Rangon se sajaye thy
Ham ne kyun wo khawab bandhe thy
Aashyano se..
Sun zara, sun zara
Kiya kahay labon pe wafa..

Naina khoye khoye
Aanson roye roye
Jaany kitny hi gham
Dil mein hain proye
Sun zara, sun zara
Pori kar meri maamta

Monday, November 19, 2018

Jahan Aara begum OST title track luyrics

No comments :
Jahan Aara Begam Title Songs Lyrics Alycia Dias & Adeeb Ahmad



OST Jahaan Ara Begum
Singer. Alycia Dias and Adeeb Ahmed
Composer. Waqar Ali
Lyrics. Sabir Zafar
Channel. Hum Sitary


Na jany zindagi mein kiun
Kashish rangon ki tarpaye

Unhain paany ki khawahish mein
Koi had say guzar jaye
Haqeeqat aur hoti Muhabbat aur hoti

Kisi ko kuch nahi milta
Ky milty hain faqat saaye

Chamakti khawahishon mein gum
Jahan Ara… Jahan Ara…

Yonhi aankhein nahi hansti
Yonhi khilty nahi chahry
Achanak ho gaye kaisy
Wafa ky naqsh ye gahry

Koi to baat hai aisi
Koi to raaz hai aisa
Ye mumkin hi nahi hai koi manzil yahin thahry

Hain dhundly aayinon mein gum
Jahan Ara..Jahan Ara…

Buhat sy khawab hain lakin
Hain wo taaber sy khali
Buhat sy rang hain lekin
Hain wo tasweer se khali

Samajh mein kuch nahi aata
Ky ye be chargi kiun hai
Kisi ny kar rakhi hai zidagi
Taqdeer sy khali

Musalsal saazishon mein gum
Jahan Ara… Jahan Ara…!!!