Pakistani Drama OST

Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Showing posts with label ismat Zaidi. Show all posts

Wednesday, June 19, 2019

Dil e Muztar drama OST lyrics

No comments :
Artist: Alycia Dias
Song: Dil e Muztar
Composed By: Waqar Ali
Lyrics: Imdad Hussain Imdad
D.O.P: Irfan Resham
Written By: Aliya Bukhari
Produced By : Momina Duraid
Directed By: Shahzad Kashmiri
Cast: Sanam Jhung, Imran Imran Abbas, Sarwat Gilani, Humayun Saeed, Saba Hameed, Shakeel Ahmed, ismat Zaidi, Mohsin Gilani, Rabia Noreen, Shamim Hilali


Lyrics:

Dil-e-Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay!
Mager Is Dil Nay Tarpaya Bohat Hay!

Qiyamat Hay Yeah Tark-e-Arzoo Bhi. . .
Qiyamat Hay Yeah Tark-e-Arzoo Bhi. . .
Mujhy Aksar Woh Yaad Aya Bohat Hay!
Magar Is Dil Nay Tarpaya Bohat Hay!
Dil e Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay. . .!

Tabasum Bhi, Haya Bhi, Berukhi Bhi. . .
Tabasum Bhi, Haya Bhi, Berukhi Bhi. . .
Yeah Anadz-e-Sitam Bhaya Bohat Hay
Yeah Anadz-e-Sitam Bhaya Bohat Hay. . .

Rahi Hasti Kay Is Chaltay Safar Main. . .
Rahi Hasti Kay Is Chaltay Safar Main. . .
Tumhari Yaad Ka Saya Bohat Hay
Tumhari Yaad Ka Saya Bohat Hay. . .
Dil-e-Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay!

Sunday, November 18, 2018

MERI BETI Ost- LYRICS bhula na ye dil

No comments :
pakistanidramalyrics.blogspot.com bhula na ye dil, beete huye rishto ko




OST: Meri Beti
Singer(s): Sajjad Ali & Waqar Ali
Composer: Waqar Ali
Drama: Meri Beti
Channel: ARY Digital
Network: ARY Digital Network
Genre: Social Issues, Family, Relationship
Directed by: Badar Mehmood
Written by: Mohsin Ali



(Lyrics)

Bhoola naa ye dil.. x2
toote huwe rishton ko
bhoola naa ye dil

kyun aisa lage baaware mann ko
ke jaise koi dhoond rha hai.. x2

Bhoola naa ye dil.. x2
toote huwe rishton ko
bhoola naa ye dil

Zindagi yun tujhe
kabhi socha nahi,
jee liya us tarah
jaise chaaha nahi.. x2

Kya pata, jo huwa, kyun huwa

Roya naa ye dil.. x2
beeti hui baaton par
roya naa ye dil

kyun aisa lage baaware mann ko
ke jaise koi dhoond rha hai.. x2

Ajnabi ajnabi aashnaai lage
kyun wafa bhi humein
bewafai lage.. x2

Aarzoo kya karein
kya gila..
Jaane na ye dil.. x2
Kabhi kabhi apno ko
jaane na ye dil

Kyun aisa lage baaware bmann ko
ke jaise koi dhoond raha hai.. x2

Bay Aib OST Lyrics By ASRAR AHMAD ARY Digital

No comments :
koi yaha paarsa nahi . pakistanidramalyrics.blogspot.com koi nahi be aib pakistanidramalyrics.blogspot.com
bai-aib drama ost lyrics
Bay Aib OST Lyrics By Asrar Ahmad ARY Digital
Bay Aib OST Lyrics ARY Digital





Aa ve mahi meri saah ban ja
Saanson nal teno chakhiye
Teno apna sab kuch man ke
Sir qadman vich rakhiye

Koi yahan parsa nahi
Koi nahi be khak zameen
Itna bhi na aazma hamein
Koi yahan be-aib nahi

Dil to hai sheeshe jaisa
Thais na lawein mere haniya
Mere haaniya
Aib dikha ke meno rog na lawein
Mere haniya, mere haniya

Kiun na sataye koi, kiun na rulaye
Itna na door jaye lot na paaye

Dil to hai sheeshe jaisa
Thais na lawein mere haniya
Mere haaniya

Apni khataoun jaisi apni sazaein hain
Jhote hain rishte sare jhoti wafaein hain

Apni ana ki khatir torr diye dil
Mangein bhi to kiya maangein rothi duaein hain

Aise na dunya mein zulm kamawein
Mere haaniya, Mere haniya
Aib dikha ke meno rog na lawein
Mere haniya, mere haniya

Chaha tha dil se jis ko, dil se juda hai kiun
Koi khushi ka lamha aanso bana hai kiun

Mann ki manderon par barson jalaya tha
Pal mein diya wo jane bujhne laga hai kiun

Yon meri raahon mein na dhool urrawein
Mere haaniya, Mere haniya
Aib dikha ke meno rog na lawein
Mere haniya, mere haniya

Kiun na sataye koi, kiun na rulaye
Itna na door jaye lot na paaye

Dil to hai sheeshe jaisa
Thais na lawein mere haniya
Mere haaniya, Mere haniya...

Mere Meharban OST lyrics

No comments :
Nahi jal rahy thy diye jahan Wahan mein ny aankhein jalaen hain Jahan dhoop teez thi door tak Wahan mein ne palkein bichai hain
mere mehrbaan humtv drama lyrics

Mery Meharban
Singer  Rahat Fateh Ali Khan
Composer.  Farukh Abid & Shoib Farukh
Lyrics  Sabir Zafar
Channel. Hum TV


Akeli jaan py jahan ny hazaar zulm kiye
Kabhi tamasha banaya kabhi faraib diye
Magar malal na shikwa na koi parwah hai
Mujhy yaqeen hai kaafi hai tu hi mery liye
Wo jo tinka tinka ura gayi
Koi dar-o-gham ki hawaen thein
Meri bandagi mein thi kia kami
Mere waasty jo sazaein thein

Meri zindagi mein jo dukh likhy
Mery maula kia wo khataen thein
Jinhein aanso’on mein proya tha
Wo meri adhoori duaen thin

Na meri zameen na mera aasman
Tu apne karam ka dikha dy nishan

Mere meherban, Mere meherban
Mere meherban, Mere meherban

Nahi jal rahy thy diye jahan
Wahan mein ny aankhein jalaen hain
Jahan dhoop teez thi door tak
Wahan mein ne palkein bichai hain

Magar apni ye saari chahatein
Mujhy raas hi nahi aayi hain
Mere apnon ki wo rafaqatein
Jo prayi thin wo prayi hain

Ke tu aasra, tu mera raazdaan
Tu apne karam ka dikha de nishan

Mere meherban, Mere meherban
Mere meherban, Mere meherban
Mere meherban, Mere meherban…!!!