Aankhon Mein Jal Raha Hai Lyrics
ankhon mein jal raha hai
pa bujhta nahi dhuwaan
uthta to hai ghata sa
uthta to hai ghata sa
barasta nahi dhuwaan
ankhon mein jal raha hai
maraasim puraane hain
mehmaan yeh ghar mein ayen to
mehmaan yeh ghar mein ayen to
chubhta nahi dhuwaan
mere seene mein
chingaari ik atak si gayi
mere seene mein
thora aa ke phoonk do
thora aa ke phoonk do
urrta nahi dhuwaan
ankhon mein jal raha hai
pa bujhta nahi dhuwaan
aankhon mein jal raha hai
ankhon mein jal raha hai
ankhon mein jal raha hai
ankhon mein jal raha hai
Song Info
TV Series: Mohabbat Karna Mana Hai
Singer: Abida Parveen
Composer: Sarang
Lyricist: Gulzar
Year: 2018
TV Channel: Bol Entertainment


