Pakistani Drama OST

Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Showing posts with label Qavi Khan. Show all posts

Monday, June 24, 2019

Alif Allah Aur Insan OST Lyrics – Shafqat Amanat Ali | Hum TV Serial

No comments :
OST: Alif Allah Aur Insan
Singer: Shafqat Amanat Ali
Composition: Naveed Nashad
Lyrics: Ahsan Talish
Post: Kashif Ahmad
D.O.P: Zaib Rao
Writer: Qaiser Hayat
Producer: Momina Duraid
Director: Ahsan Talish

Alif Allah Aur Insan OST Lyrics – Shafqat Amanat Ali | Hum TV Serial


Sab to uncha naam hai Allah
Banda kami, banda jhalla



Duwawain to rakh bichaa
Alif Allah aur insaan
Moula jee, moula jee

Mitti da bawa, karda hai dawa
Jo sochiya ker wakhaya
Rab no tay manda hay
Rab di nai manda

Kehnda hai sab mein kamaya
Duwawain to rakh bichaa
Alif Allah aur insaan
Moula jee, moula jee

Ishq nachaya, Ishq rolaya
Ishq nay jeena sikhaya
Ishq raza hai, Ishq dua hai

Ishq hi rab ki atta hai
Duwawain to rakh bichaa
Alif Allah aur insaan
Moula jee, moula jee…

Sunday, November 18, 2018

Mere Qatil Mere Dildaar OST Lyrics

No comments :
mere qatil mere dildaar pakistanidramalyrics.blogspot.com
mere qatil mere dildaar HUM Tv ost lyrics


Mere Qatil Mere Dildaar

Paas Raho
Mere Paas Raho
Tum Mere Paas Raho


Subaho Ki Pehli Kiran Jab
Teri Palkay Choo Le,
Adh Kili Kaliyon Pe Jaise
Koi Titli Jhuley,
Chahe Tum Mujhko Sawaro
Chahe Barbad Karo,
Bhool Jayo Mujhe Tum Ya K
Mujhe Yaad Karo,


Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho....


Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho...


Tum Pe Ilzaam Hai Jana
Meri Ruswai Ka
Paas Ho Phir Bhi
Yeh Ehsaas Hai Tanhai Ka
Yeh Toh Anmol Hai Tohfa
Mere Harjai Ka
Karo Iqraar Ke Inkaar
Mere Paas Raho....


Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho....


Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho....


Mujhe Khayal Kar De
Mujhe Pagal Kar De,
Chahe Bechain Mujhe
Chahe Bekar Karde,
Mujhe Jeena Hai
Toh Marna Ke Liye Jeena Hai,
Ab Toh Hai Maut Ka Israar
Mere Paas Raho......


Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho....


Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho.....
Mere Qatil Mere Dildar
Mere Paas Raho.....