Pakistani Drama OST

Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Showing posts with label Farah Nadeem. Show all posts

Monday, November 19, 2018

Malika e Aliya Title Songs Lyrics GEO TV Drama

No comments :



OST. Malika e Aliya
Writer. Nadia Shah
Directer. Asim Ali
Channel. Geo Tv


Har waar yon mainy kiya
Sab kuch badal ky rakh diya
Hai unglion par nachti
Katputliyan Katputliyan…

Badly ki jo aag thi
Mainy kabhi bujhny na di
Yon phot-ti har saans mein
Mahroomiyan
Chaha tha jo wo paa liya
Main bani
Malika e Aaliya…!!!

Kismat OST Songs Lyrics Vocals Masooma

No comments :



OST. Qismat
Singer. Nauman Shafi
Composer. Shahriyar Quraishi
Ext  Vocals. Masooma
Channel. ARY Digital


Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Aye na baalam wa Aye na baalam wa

Jab sy piya pardes gayo ry
Jab sy piya pardes gayo ry
Aye na baalam wa Aye na baalam wa

Door buhat hon tujh sy meri jaan
Soona hai mera jahan
Tarikiyon mein dooba hai ye dil
Kis sy karon main bayaan

Jab sy piya pardais gayo ry
Jab sy piya pardais gayo ry
Aye na baalam wa Aye na baalam wa

Beqadry naal preet laga ky
Way hun kuj vi na hona
Sunjhiyan raataan takdy aan rehna
Kalliyan beh key rona

Parchaiyon mein ho gaya gum
Bikhra mera ye nishan
Barbadion ki chadar lapaity
Chalta raha mein kahan

Jab sy piya pardes gayo ry
Jab sy piya pardes gayo ry
Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Aye na baalam wa Aye na baalam wa…!!!