Tuesday, June 13, 2023
meesni lyrics hum tv
Hum azal se hai dil pe meherbaan
Dil hamara dil dil hamari jaan
Dushmani dil se hum kaise karein
Jo bhi chahe Dil hum wohi karein
Maangey chand se saara aasman
Rasto main ho sirf kehkashan
Maney na meri kya Karu bata
Agar tujhe khabar hai to bata
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Ye pagal apni hi dhun main
Jiye ja raha hai
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Deewana dil deewana dil
Deewana dil deewana dil
Deewana dil deewana dil
Deewana dil deewana dil
Hai daldal khwaishon ki khoon gehri
Hai daldal khwaishon ki khoon gehri
Zeher ye apni khushi
Zeher ye apni khushi se piye ja rha hai
Jiye ja raha hai
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Zindagi to hai ek haseen safar
Is safar Main tu mere sath chal
Aakhon mein hai khwaab
Dil main khwaishein
Boond boond ho jaise baarishein
Dil ke kafiley tujhse ja mile
Kis qadar haseen hai ye silsiley
Maney na meri kya Karu bata
Agar tujhe khabar hai to bata
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Dil ki Maan ke kuch nahi mila
Zindagi bani jaise ek saza
Dhokey Jo mile kaise vo sahey
Phir se aitbaar kaise hum kare
Maney na meri kya Karu bata
Agar tujhe khabar hai to bata
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Deewana dil mujhe kiye ja raha hai
Monday, June 12, 2023
nehar hum tv drama ost lyrics
Ye jhoot nahi kehte
Chup chap hai ye rehte
Ye bhedh chupate hai
Dukh apne hai khudh sehte
Naina naina re khaarey naina re
Naina naina re khaarey naina re
Kya unse kahein apni
Jo nikle harjaai
Har bat main dhoka hai
Har raah main tanhai
Naina naina re khaarey naina re
Ro ro ke tanha haarey naina re
Haarey naina re
Jinki maangein ho juda
Kaise unse ho nibah
Saansein ruk jaye meri
Kar na babul aise wida
Chaha tha na yuh jaise
Rukhsati ki ghadi aai
Lagta hai nehar ne
Ek laash hai dafnaai
Kya unse kahein apni
Jo nikle harjaai
Har bat main dhoka hai
Har raah main tanhai
Naina naina re khaarey naina re
Ro ro ke tanha haarey naina re
Haarey naina re
Paar kaise main karu
Jo teri dehleez hai
Zindagi tujhpe nisaar
Ye jahan kya cheez hai
Kya maine kiya aisa
Kyu jaan pe ban aayi
Kyu aise ho dil maila
Kyu aise ho ruswaai
Naina naina re khaarey naina re
Ro ro ke tanha haarey naina re
Haarey naina re
Wednesday, October 13, 2021
Hum Kahan Kay Sachay OST Lyrics
Song: Hum Kahan Kay Sachay OST Lyrics
Singer: Yashal Shahid
Lyrics: Sabir Zafar
Composer: Waqar Ali
Music: Azaan Sami Khan
Label: Hum Tv
Hum Kahan Kay Sachay OST Lyrics
Hum Kahan Kay Sachay Thay
Dard Pi Kay Mertay Thay
Zehar Pi Kar Jeetay Thay
Zindagi Kay Dhokay Main
Har Kisi Say Lertay Thay
Kahay Mill Kay Bichray Thay
Ansown Main Dobay Thay
Shikwa Bhi Kya Kerte
Hum Kahan Kay Sachay Thay
Akheon Nay Kyun Akheon Say
Jora Hai Yun Deewano Say
Akheon Nay Teri Akheon Say
Bandha Hai Kyun Dur Askhon Say
Teray Bin, Teraay Bin, Teray Bin
Teray Bin, Haye, Teraay Bin, Teray Bin
Dobia Way Dil Dubia Way
Sochan Day Wich Dubia Way
Gehray Hain Dukh Dariya Yeah
Ponchon Kesay Sahil Pay
Teray Bin, Teraay Bin
Akheon Nay Kyun Akheon Say
Jora Hai Yun Deewano Say
Akheon Nay Teri Akheon Say
Bandha Hai Kyun Dur Askhon Say
Teray Bin, Teraay Bin, Teray Bin
Teray Bin, Haye, Teraay Bin, Teray Bin
Aik Pal Main Bikhray Thay
Jesay Sukhay Patay
Dor Dil Say Ho Rahay Thay
Kho Rahay Thay
Teray Bin, Teraay Bin, Teray Bin
Teray Bin, Haye, Teraay Bin, Teray Bin
Teray Bin, Teraay Bin, Teray Bin
Teray Bin, Haye, Teraay Bin, Teray Bin
Shikwa Bhi Kya Kerte
Hum Kahan Kay Sachay Thay
Mohabbt Tujhe Alvida Credits
Mohabbt Tujhe Alvida Credits
OST Mohabbat Tujhe Alvida
Artist/Singer Sahir Ali Bagga, Afshan Fawad
Drama Mohabbat Tujhe Alvida
Stars Zahid Ahmed (Shahaan), Sonya Hussyn (Ulfat)
Music Sahir Ali Bagga
Lyrics Imran Raza
Drama Writer Abdul Khaaliq Khan
Director Barkat Sidiki
Producers Barkat Sidiki, Zayed Sheikh
Label HUM TV
Mohabbat Tujhe Alvida OST Lyrics
Bech Khushiyan Khareed Laaye Ghum
Chhor Ke Tum Ko Yaad Aye Tum
Kya Main Duniya Ka Karun
Tu Jo Mera Naa Rahaa
Bhool Mein Faisla Kar Liya
Ja Mohabbat Tujhe Alvida Kar Diya
Ja Muhabbat Tujhe Alvida Kar Diya
Alvida Kar Diyaa
Wakh Kar Ke Ae Rahwan
Baithi Gin’ni Aa Sahwan
Tenu Murr Ke Le Aawan Kiven
Wakh Kar Ke Ae Rahwan
Baithi Gin’ni Aan Sahwan
Tainu Murr Ke Le Aawan Kiven
Baithy Akhiyan Kinary
Mere Athroo Vichare
Meri Duniya Ae Tanha Jiven
Bethy Akhiyan Kinare
Mery Athro Vichare
Meri Duniya Ae Tanha Jiven
Dil E Nadaan Be Sabar
Hai Kar Aaya Khata Aise
Pata Nah Tha Judai Bhi
Hai Hoti Ik Saza Jaise
Wajah Hogi Koyi Uski
Ke Dil Yun Torr Aye Hain
Ki Sab Apnon Ki Khatir Hum
Ik Apna Chhor Aye Hain
Bhar Na Paaye Jo Kabhi
Zakham Gehra Hai Laga
Bhool Mein Faisla Kar Liya
Ja Mohabbat Tujhe Alvida Kar Diya
Ja Muhabbat Tujhe Alvida Kar Diya
Alvida Kar Diyaa
Mohabbat Tujhe Alvida OST
Drama Saraab
Saraab OST Credits
OST Saraab
Artist/Singer Naveed Nashad
Drama Saraab
Stars Sami Khan (Asfandyar), Sonya Hussain (Hoorain)
Music Naveed Nashad
Lyrics Qamar Nashad
Drama Writer Edison Idrees Masih
Director Mohsin Talat
Producers Moomal & MD Productions
Label HUM TV
Saraab OST Lyrics
Hain Manzilen Laapata
Tu Kon Hai Yeh Bata
Hain Manzilen Lapata
Tu Kon Hai Ye Bata
Tu Mere Khwabon Mein Hai
Tu Hi Khayalon Mein Hai
Jinhe Samajh Nah Paon
Tum Un Sawalon Mein Hai
Main Jeena Chahon Jee Nah Paon
Jo Tu Na Mile Marr Jaon
Jo Tu Nah Mily Mar He Jaon
Marr Hi Jaon
Akhiyan Hain Udass Kyun
Akhiyon Mein Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Mein Likhi Prem Kahani
Akhiyan Hain Udass Kyun
Akhiyon Mein Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Mein Likhi Prem Kahani
Jab se Tera Naqsh Mere Aks Mein Jura Hai
Dil Yeh Mera Raqs Kar Raha Hai
Rafta Rafta Lumz Tera Jaado Kar Raha Hai
Jado Kar Raha Hai
Yeh Kaisi Hai Uljhan
Samajh Mein Nah Aaya
Yeh Saaya Tera Hai Ya koyi Maaya
Akhiyan Hain Udass Kyun
Akhiyon Mein Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Ne Likhi Prem Kahani
Akhiyan Hain Udass Kyun
Akhiyon Mein Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Ne Likhi Prem Kahani
Yeh Zamana Keh Raha Hai
Khud Se Main Hon Ghaafil
Tune Mujh Ko Pagal Kiya Hai
Mere Dil Ko Tera Pehra
Kaabo Kar Raha
Qaabo Kar Raha
Jahan Par Bhi Daikhon Nazar Tu Hi Aye
Yeh Rishta Kisi ko Smajh Mein Na Aye
Akhiyan Hain Udass Kyun
Akhiyon Mein Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Mein Likhi Prem Kahani
Saraab OST
Malaal E Yaar OST Lyrics hum tv
Malaal E Yaar Credits
OST | Malaal E Yaar |
Artist/Singer | Ahmed Jahanzaib, Nish Asher |
Drama | Malaal E Yaar |
Stars | Mirza Zain Baig (Malik Balaj), Azekah Daniel (Hooriya) |
OST Lyrics | Huma Hina Nafees |
Composer | Ahmed Jahanzaib |
Drama Writer | Huma Hina Nafees |
Director | Asad Jabbal |
Producers | Moomal Entertainment & MD Productions |
Label | HUM TV |
Malaal E Yaar OST Lyrics
Sajna Main Teri Aan Main Teri Aan
Sajna Main Teri Aan Main Teri Aan
Sajnaa Main Teri Aan Main Teri Aan
Sajna Main Teri Aan Main Teri Aan
Chal Yaara Oh Mery Dil Daara
Nahi Jeena Tujh Bin Yaara
Sang Tere Jo Pal Kyun Gaye Ho Badal
Sunn Yaariyan Sariyaan Ho Mere Haniya Janiyaa
Mere Yaara Ra Yaara Ra Yaara Dildara
Mery Oh Rabba Ishq Sajaa
Meray Yaara Ra Yaara Ra Yaara Dildara
Mery Oh Rabba Ishq Sajaa
Saanson Ne Teri Mujhe, Chupkay Se Aisy Chhuaa
Kaisy Main Bataon Piyaa, Kaisy Main Bataon
Saanson Ny Teri Mujhy, Chupkay Se Aisy Chhuaa
Kaise Main Bataon Piya, Kaise Main Bataon
Tu Mery Sang Chal Yeh Jahan Yeh Badal
Sunn Yaariyan Saariyan Ho Mery Haniya Janiyaa
Mery Yaara Ra Yaara Ra Yara Dildara
Mery Oh Rabba Ishq Sajaa
Mere Yaara Ra Yara Ra Yaara Dildara
Mery Oh Rabba Ishq Sajaa
Sajnaa Jee…
Saiyaan Jee…
Din Dhal Gaya Hai Teri Yaadon Ky Saaye Talay
Tujh Ko Hai Maanga Kahin Baar e Khuda Say
Din Dhal Gaya Hai Teri Yaadon Kay Saaye Talay
Tujh Ko Hai Maanga Kahin Baar e Khuda Se
Naam Itna Yeh Nam Kaise Ho Yeh Milann
Sunn Yaariyan Saariyan Ho Mere Haniya Janiyaa
Mery Yaara Ra Yaara Ra Yara Dildara
Mery Oh Rabba Ishq Sajaa
Mere Yaara Ra Yaara Ra Yara Dildara
Mery Oh Rabba Ishq Sajaa
Malaal E Yaar OST
Raqeeb Se hum tv drama lyrics
Raqeeb Se Song
OST: Raqeeb Se
Singer : Hadiqa Kiani
Lyricist: Khawar Kiani
Composer: Hadiqa Kiani
Music Arrangement: Ustad Baqir Abbas
D.O.P : Hassam Mairaj
Post & Promotions: Apricot Post
Editor: Liaqat A. Baltee
Director: Kashif Nisar
Producer: Momina Duraid Productions
Raqeeb Se Lyrics
Raqeeb Se Wo Nazary Fareeb Daite Rahe Humain Tou Jhoute Sahare Fareeb Deaite Rahe
Talash Karne Chale Hum Khud Ko KahahinSeya Rat K Taare Fareeb Daite Rahy Humain Tou Jhoute Sahare Fareeb Deaite RaheRaqqeb Se Wo Nazary Fareeb Daite Rahe Hn
Raqeeb Se Song
Friday, January 8, 2021
Kashf OST Lyrics, hum tv
Kashf OST Details:
Song: Kashf OST Lyrics
Lyrics: Shah Hussain
Singer & Composer: Hamza Akram Qawwal,
Taimoor Akram & Abdul Akram
D.O.P: Tameen Nizami
Edit: Faizan Ghori
Post: Kashif Ahmed (Kashi)
Writer: Imran Nazir
Director: Danish Nawaz
Producer: Momina Duraid
Channel: Hum Tv
Kashf OST Lyrics:
Aj di gal nai ranjhan aya
Aj di gal nai ranjhan aya
Mein azal tere naal mangi hai
Azal tere naal mangi hai
Mandi ha ty changi ha
Mandi ha ty changi ha
Shaab teri bandi ha
Shaab teri bandi ha
Bandi ha ty changi ha
Bandi ha ty changi ha
Thursday, June 11, 2020
Jo Tou Chahay Woh Chahaye Gay OST Lyrics – Sahir Ali Bagga | Hum Tv Drama 2020
Song: Jo Tou Chahay OST Lyrics
Singer: Sahir Ali Bagga
Director: Ilyas Kashmiri
Writer: Qaisera Hayat
Lyrics: Imran Raza
D.O.P: Omar Bilal
Composer: Sahir Ali Bagga
Producer: Momina Duraid
Channel: Hum Tv
Jo Tou Chahay OST Lyrics:
Rok Lay Jo Tum Kahao Tu
Chor Day Gy Tum Kahao Tu
Dil Ko Hum Aazmaiye Gay
In Ankhon Ko Rulaye Gay
Jo Tu Chahay Woh Chahaye Gay
Yeh Sufi Ishq Hai Apna
Jiye Hai Maar B Jaye Gay Jo Tou Chahay..
Khuda Ghawa Bannye Gay
Jo Tu Chahay
Jo Tu Chahay
Rabba Mainu Maaf Kareen OST Lyrics – Naveed Nashad & Sanam Marvi | Hum Tv Drama 2020
Singer: Naveed Nashad & Sanam Marvi
Director: Kashif Zaman
Writer: Tahir Nazir
Lyrics: Aehsun Talish
D.O.P: Bilal Iqbal
Composer: Naveed Nashad
Producer: Moomal Entertainment & MD Productions.
Channel: Hum Tv
Rabba Mainu Maaf Kareen OST Lyrics:
Paaran Thaly Pani Ayy
Gir Gya Kanda Pyar Diya
Mola Insaf Kareen
Thora Insaf Kareen
Jhooli Bhi Meri Na Bhareen
Sambhly Nah Rasta
Ab Hai Kiya Wasta
O, Rabba Mainu Maaf Kareen
Mujh Ko Jhooti Thi Teri Dil Lagi
Qatra Na Chora Tum Ny
Reh Gye Piyas Bhi
Bhuj Gye Aas Bhi
Ahye, Rabba Mainu Maaf Kareen
Rabba Mainu Maaf Kareen
Pyar Ke Sadqay OST Lyrics
Song: Pyar Ke Sadqay OST Lyrics
Director: Farooq Ring
Writer: Zanjabeel Asim Shah
Lyrics: Ali Moin
Singer: Ahmad Jahanzaib & Mahnoor Khan
D.O.P: Jibran Rind
Composer: Ahmad Jahanzaib
Producer: Moomal Entertainment & MD Productions
Channel: Hum Tv
Pyar Ke Sadqay OST Lyrics:
Chahat mein bhi aur dard mein
Is pyar ke sadqay…
Pyar ke sadqay…
Jee nah saky gay sanam, Kar ly jo duniya sitam
Jee nah saky gay sanam, Kar ly jo duniya sitam
jasy hain sath hum, ghank ky woh sath hum
Jis pal mein tera sath ho
Is pyar ke sadqay
Oo sab kuch terey naam hain kasy agee bharay
Mosam sary hai aye howy ab bhana nahi
Bigray howy hai sawary hum
Is pyar ke sadqay
Is pyar ke sadqay
Pyar ke sadqay
Pyar ke sadqay
