Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Monday, January 6, 2020

Gulon Mein Rang Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 12 (2019)

No comments :

Gulon Mein Rang Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 12 (2019)


Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 12 (2019)

Singers: Ali Sethi

Song Lyricists: Faiz Ahmad Faiz

Music Composer: Salim Shahid, Mehdi Hassan

Music Director: Salim Shahid, Mehdi Hassan

Genres: Sufi

Director: Rohail Hyatt

Music Label: Coke Studio

Starring: Abrar-ul-Haq, Aima Baig, Ali Sethi, Atif Aslam, Banur's Band, Barkat Jamal Fakir Troupe, Fareed Ayaz And Abu Muhammad, Fariha Pervez, Hadiqa Kiani, Harsakhiyan, Kashif Din, Nimra Rafiq, Qurat-ul-Ain Balouch, Rachel Viccaji, Rahat Fateh Ali Khan, Sahir Ali Bagga, Sanam Marvi, Shahab Hussain, Shamali Afghan, Shuja Haider

Release on: 29th November, 2019


Gulon Mein Rang Song Lyrics


Gulon mein rang bhare baad-e nau-bahaar chale,
Gulon mein rang bhare baad-e nau-bahaar chale,
Chale bhi aao ke gulshan ka karobar chale,

Gulon mein rang bhare baad-e nau-bahaar chale,
Chale bhi aao ke gulshan ka karobar chale,
Gulon mein rang bhare baad-e nau-bahaar chale,

Qafas udaas hai yaaro,
Saba se kuchh to kaho

Qafas udaas hai, qafas udaas hai yaaro,
Saba se kuch to kaho,

Kahin to bahr-e khuda,
Aaj zikr-e yaar chale
Kahin to bahr-e khuda
Aaj zikr-e yaar chale



Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare baad-e nau-bahaar chale

Jo ham pe guzri so guzri,
Magar shab-e hijraan,
Jo ham pe guzri,
Guzri,
Jo ham pe guzri so guzri,
Magar shab-e hijraan,

Hamare ashk tiri ‘aaqibat sanwaar chale,
Hamare ashq tiri ‘aaqibat sanwaar chale,
Chale bhi aao ke gulshan ka karobar chale,
Gulon mein rang bhare baad-e nau-bahaar chale.


No comments :

Post a Comment