Pakistani Drama OST

Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Friday, March 25, 2022

Badzaat Ost Lyrics

No comments :

 



Badzaat Ost Lyrics


Kiny guzar gya saal tan ve
Adhary nay kiny sawal tan ve
Pata hai kinara zamand ho
Mujhy tum abhi bhi pasand ho

Kiny guzar gya saal tan ve
Adharu nai kiny sawal tan ve
Pata hai kinara zamand ho
Mujhy tum abhi bhi pasand ho

Chlana pasand muskurana pasand hai
Nazry milakar jhukana pasand hai
Jab ankhon sai naam leti ho mera
Mujhy is tarha sai bulana pasand hai

Pata hai kinara zamand ho
Mujhy tum abhi bhi pasand ho
Mujhy tum abhi bhi pasand ho
Mujhy tum abhi bhi pasand ho

Tery mery lamhy mai kesy bhula du
Raton ko apni mai kesy sula du
Dil mai saja kai yad rkhi jo teri
Tu hi bata inhy kesy mai mita du

Pata hai kinara zamand ho

Mujhy tum abhi bhi pasand ho
Mujhy tum abhi bhi pasand ho
Mujhy tum abhi bhi pasand ho

Angna Ost Lyrics

No comments :

 

Angna Ost Info:

Singer: Rose Mary
Lyrics: Sabir Zafar
Music & Composition: Waqar Ali

Angna Ost Lyrics


Chanda ke doli main bethi
Lal chunariya odhe
Choda hai ghar ko yuh
Jaise saat samundar chode

Baba mere teri gudia ja rahi
Dulhaniyan bnke naye
Angna Ja rahi hai

Khatti meethi imli jaise shehzadi
Titli jaise rango vali shehzadi

Jhula jhuli thi tere angna
Mitti se kheli thi tere sangna
Seekha tujh se hi udhna maine
Jaise taari ho mere kangna

Payaliya chan chan bole
Khushi se manva dole
Main gudia teri raani hun
Dhadkta dil ye bole

Baba mere teri gudia ja rhi
Dulhaniyan bnke naye
Angna Ja rahi hai

Dhunde bachpan ko mere naina
Tune banda tha jise chaina
Tere kadmon pe chalte chalte
Chalna sikha hai dekho hai na

Tere hathon ko thaame
Meri beeti hai shaame
Main gudia teri raani hun
Tere bin kya dunia main

Baba mere teri gudia ja rahi
Dulhaniyan bnke naye
Angna Ja rahi hai

Khatti meethi imli jaise shehzadi
Titli jaise rango vali shehzadi

Chanda ke doli main bethi
Lal chunariya odhe
Choda hai ghar ko yuh
Jaise saat samundar chode

Baba mere teri gudia ja rahi
Dulhaniyan bnke naye
Angna Ja rahi hai