James Webb Space Telescope celebrates its 4th birthday with stunning image
of a galaxy crash site
-
July 2026 marks four years since NASA's James Webb Space Telescope (JWST)
images were first revealed to the general public, marking a new era for
astron...
Wednesday, July 2, 2014
Kismat OST Songs Lyrics Vocals Masooma
Kismat OST Songs Lyrics Vocals Masooma
OST Qismat
Singer Nauman Shafi
Composer Shahriyar Quraishi
Ext Vocals Masooma
Channel ARY Digital
Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Jab sy piya pardes gayo ry
Jab sy piya pardes gayo ry
Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Door buhat hon tujh sy meri jaan
Soona hai mera jahan
Tarikiyon mein dooba hai ye dil
Kis sy karon main bayaan
Jab sy piya pardais gayo ry
Jab sy piya pardais gayo ry
Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Beqadry naal preet laga ky
Way hun kuj vi na hona
Sunjhiyan raataan takdy aan rehna
Kalliyan beh key rona
Parchaiyon mein ho gaya gum
Bikhra mera ye nishan
Barbadion ki chadar lapaity
Chalta raha mein kahan
Jab sy piya pardes gayo ry
Jab sy piya pardes gayo ry
Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Aye na baalam wa Aye na baalam wa
Aye na baalam wa Aye na baalam wa…!!!
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment