Self-stimulated ejection of freezing droplets, unlocking cost-effective
applications in de-icing
-
Water droplets under freezing conditions do not spontaneously detach from
surfaces as they do at room temperature due to stronger droplet-surface
interacti...
Tuesday, February 26, 2019
Pyar Lafzon Mein Kahan OST Lyrics - Hasan Tariq & Maham Rehman
Pyar Lafzon Mein Kahan Lyrics, Hasan Tariq & Maham Rehman
OST: Pyar Lafzon Mein Kahan Lyrics
Drama: Pyar Lafzon Mein Kahan
Singer: Hasan Tariq & Maham Rehman
Pyar Lafzon Mein Kahan Lyrics:
Tu hi hai mera junoon
Tu hi hai mera sukoon
Tu hai mere maan ki justijo
Qasme wade tere
Saare sang hain mere
Tu hai mere dil ki aarzoo
Meri jaan maine tujhe
Hi rabse maanga
Teri judaai she naa paaon
Tu hai mere jeene ki wajah
Tu hi hai mera sahaara
Tere bina ab reh na paaon
Tu hai mere jeene ki wajah
Such hai, Pyaar lafzon mein kahan
Tu hi hai mera junoon
Tu hi hai mera sukoon
Tu hai mere maan ki justijo
Qasme wade tere
Saare sang hain mere
Tu hai mere dil ki aarzoo
Meri jaan maine tujhe
Hi rabse maanga
Teri judaai she naa paaon
Tu hai mere jeene ki wajah
Tu hi hai mera sahaara
Tere bina ab reh na paaon
Tu hai mere jeene ki wajah
Such hai, Pyaar lafzon mein kahan
Yaadon mein tu hai
Tu hi meri saanson mein hai
Sapnon mein tu hai
Tu hi meri baton mein hai
Ankhon mein tu hai
Tu hi mere khawabon mein
Tu mere dil ke sawalon
Ke jawabon mein
Yaadon mein tu hai
Tu hi meri saanson mein hai
Sapnon mein tu hai
Tu hi meri baton mein hai
Ankhon mein tu hai
Tu hi mere khawabon mein
Tu mere dil ke sawalon
Ke jawabon mein
Such hai, Pyaar lafzon mein kahan (x3)
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment