Self-stimulated ejection of freezing droplets, unlocking cost-effective
applications in de-icing
-
Water droplets under freezing conditions do not spontaneously detach from
surfaces as they do at room temperature due to stronger droplet-surface
interacti...
Tuesday, March 26, 2019
Inkaar Lyrics, Faiza Mujahid & Yumna Zaidi hum tv
Inkaar Full OST Lyrics - Faiza Mujahid & Yumna Zaidi | Hum Tv New Drama OST Lyrics
OST: Inkaar Lyrics
Singer: Faiza Mujahid & Yumna Zaidi
Composer: Sami Khan
Lyrics: Sami Khan
D.O.P: Hassam Mairaj
Editor: Liaqat A.Baltee
Director: Kashif Nisar
Producer: MD Productions
Channel: Hum Tv
Inkaar OST Lyrics:
Kahmoshi tab tak zinda rahye
Jab tak zuban aur khoof ny ek dosry
Ko bandhye rakha
Tumhy kia laga?
Do bol bol kay
Kahreed lo gay meri hansi
Meri sansy
Meri azadi
Nahi chahye who awaz jo
Alfaz jo halak mein khusk kar daly
Nahi chahye woh pyar jo meri souch
Ko nafrat ki matti mein dafna day
Nahi chahye, Nahi chahye, Nahi chahye
Dam sapnon ko aankon mein tor kay
Khud apni laj ko sar pay aurh kay
Teri chahat ka sahara
Nahi chahye khudara
Sans leti si shae samjho
Aik baar………
Hai inkaar
Meri marzi meri rahein
Meri nazrein jisko chahen
Meri sanson pe
Bas aik mera hi Haq hai
Kiya zehar ghut ghut kay pena
Tu sikhaye ga kiya jeena
Meri sanson pe
Bas aik mera hi haq hai
Dekha sary alam nay
Bas tumhy dikhy nahi
Mere aansu mera raaz thy
Chaat na sahi magar aik chadar sahi
Dhanpty agar tum chaahtein
Ye mere aansu mera raaz thy
Ab milaye ga kiya ankein
Tu sunaye ga kiya batein
Meri sanson pay
Bas aik mera hi haq hai
Kiya zehar ghut ghut kay pena
Tu sikhaye ga kiya jeena
Meri sanson pe
Bas aik mera hi haq hai
Kahmoshi sirf ab tak rahi
Ab souch bhi aazad hai
Aur zuban bhi...
OST: Inkaar Lyrics
Singer: Faiza Mujahid & Yumna Zaidi
Composer: Sami Khan
Lyrics: Sami Khan
D.O.P: Hassam Mairaj
Editor: Liaqat A.Baltee
Director: Kashif Nisar
Producer: MD Productions
Channel: Hum Tv
Inkaar OST Lyrics:
Kahmoshi tab tak zinda rahye
Jab tak zuban aur khoof ny ek dosry
Ko bandhye rakha
Tumhy kia laga?
Do bol bol kay
Kahreed lo gay meri hansi
Meri sansy
Meri azadi
Nahi chahye who awaz jo
Alfaz jo halak mein khusk kar daly
Nahi chahye woh pyar jo meri souch
Ko nafrat ki matti mein dafna day
Nahi chahye, Nahi chahye, Nahi chahye
Dam sapnon ko aankon mein tor kay
Khud apni laj ko sar pay aurh kay
Teri chahat ka sahara
Nahi chahye khudara
Sans leti si shae samjho
Aik baar………
Hai inkaar
Meri marzi meri rahein
Meri nazrein jisko chahen
Meri sanson pe
Bas aik mera hi Haq hai
Kiya zehar ghut ghut kay pena
Tu sikhaye ga kiya jeena
Meri sanson pe
Bas aik mera hi haq hai
Dekha sary alam nay
Bas tumhy dikhy nahi
Mere aansu mera raaz thy
Chaat na sahi magar aik chadar sahi
Dhanpty agar tum chaahtein
Ye mere aansu mera raaz thy
Ab milaye ga kiya ankein
Tu sunaye ga kiya batein
Meri sanson pay
Bas aik mera hi haq hai
Kiya zehar ghut ghut kay pena
Tu sikhaye ga kiya jeena
Meri sanson pe
Bas aik mera hi haq hai
Kahmoshi sirf ab tak rahi
Ab souch bhi aazad hai
Aur zuban bhi...
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment