Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Monday, October 28, 2019

Dil e Gumshuda OST Lyrics – Nabeel Shaukat Ali | Geo Tv Drama 2019

1 comment :




Dil e Gumshuda OST – Nabeel Shaukat Ali
Song: Dil e Gumshuda OST
Singer: Nabeel Shaukat Ali
Lyrics: Nabeel Shaukat Ali
Composer: Nabeel Shaukat Ali
Featuring: Hina Altaf & Agha Ali
Label: Har Pal Geo Tv

Dil e Gumshuda OST Lyrics:
Mai wahin hun khara
Tu hua tha juda



Tu na jaane, Mai na jaano
Tu na jaane, Mai na jaano

Tera jhoota moota gussa
Mujhy lagta tha sacha

Har or tera hi ghumaan
Tujhe tujhse churaya

Dharkan main basaya
Tu ho na ska mera

Kyun jaane na tu
Tu mera sukoon

Hai mujh mai tu
Hai mujh mai tu

Do chaar pal ki kahani nahi hai
Lafzon mai kaisay hogi bayyaan

Do chaar pal ki kahani nahi hai
Lafzon mai kaisay hogi bayyaan

Mene Chuni hai teri mohabbat
Baandhi hain tujhsay ye doriyaan

yeh doriyaan

Kyun jaane na tu
Tu mera sukoon



Hai mujh mai tu
Hai mujh mai tu

Oh raba ye judaayi mili hai ruswayi
Tere bina jeeyon na dassay hai tanhayi

Oh raba ye judaayi mili hai ruswayi
Tere bina jeeyon na dassay hai tanhayi

Sabab aansoun ka kisay hum batayein
Kise bebasi ki kahani sunayein

Sabab aansoun ka kisay hum batayein
Kise bebasi ki kahani sunayein

Unhein to hamari khabar hi nahi hai
Jinke liye mohabbat wafayein

Kyun jaane na tu
Tu mera sukoon

Hai mujh mai tu
Hai mujh mai tu
Tera jhoota moota gussa
Mujhy lagta tha sacha

Har or tera hi ghumaan
Tujhe tujhse churaya

Dharkan main basaya
Tu ho na ska mera


1 comment :