Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Monday, July 4, 2016

Kis Sy Kahon OST Title Song Lyrics Ptv Home Damia Farooq

2 comments :
Is naye pan ka main kiya karon
Main kis sy kahoon
Ho.. Main kis sy kahon
[Repeat]

Jo kahty howey main khud sy daron
Main kis sy kahoon
Haa.. Main kis sy kahon
Is naye pan ka main kiya karon
Main kis sy kahoon..
Ho.. Main kis sy kahon

Har din mein nayi umang hai
Har din ka pata kuch khaas nahi
Bhar jaib rakhi hai sawalon sy
Par aik jawaab pas nahi
Main bujhti rahon ya jalti rahon
Main kis sy kahon….
Is naye pan ka main kiya karon
Main kis sy kahoon
Ho.. Main kis sy kahon…!!!

2 comments :