Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Monday, November 19, 2018

Sadqay Tumhary OST Full Songs Lyrics RFAK, Bina Khan, Bilal Wajid

No comments :




OST. Sadqay Tumhare
Singer. Rahat Fateh Ali Khan-Beena Khan-Bilal Wajid
Music. Sahir Ali Bagga
Lyrics. Imran Raza
Channel. Hum Tv


Ishq pahly tha ya aashiq pahly
Aayein maashoq tu pahly aashiq pahly
Ishq ky hath lagy hain jab sy
Aisy madhoosh phiry hain tab sy
Ishq dil ky dar py kyun aya tha
Han aya tha ishq aya tha
So ham nazar utarein
Haye ry hum sadqay tumhary
Haye ry hum sadqay tumhary
Tumhary tumhary sadqay tumhary

Haye ry hum sadqay tumhary
Haye ry hum sadqay tumhary
Tery waari waari jaawan mery ishqan
Tery waari waari jaawan mery ishqan
Teri khushiyan manawan tery shagan manawan
Main tey jaan qurban karaan
Tery waari waari jaawan mery ishqan ishqan
Tery waari waari jaawan mery ishqan

Ishq ka aik hi wird hai
Ishq maashoq ky gird hai
Kiun hai bechain ye tabiyat
Kiun hai bechain ye tabiyat
Ishq hai ya ye dard hai
Is traha aaj mily hain sab sy
Dhoondty hain kiya hum aisa jagg sy
Ishq dil ky dar py kiun aaya tha
Han aaya tha ishq aaya tha
So ham nazar utarein

Haye ry hum sadqay tumhary
Haye ry hum sadqay tumhary
Tumhary tumhary sadqay tumhary…!!!
[Repeat]

No comments :

Post a Comment