Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Monday, November 19, 2018

Bhanwar OST title song lyrics

No comments :

Bhanwar Title Songs Lyrics By Goher Mumtaaz
 Hum sitaray tv

Qismat ka ye kail hai
Milna tha ham ny kabhi
Haathon ki lakeron mein
Likha tha ye sabhi
Koi jaany na maany
Ye saath hai kitna haseen
Kash ye pal tham jaein
Aap ky ham ban jaein
Jannat bhula ky ham teri
Aankhon ky askh ban jaein

Kash ye pal tham jaein
Aap ky ham ban jaein
Jannat bhula ky ham teri
Aankhon ky askh ban jaein

Janam janam ka ye sath hai
Choot-ta ye aisy nahi
Piyar tera aisa mila
Ky ab koi bhata nahi
Bahon mein aa ky teri
Saanso mein simat jaein
Kash ye pal tham jaein
Aap ky ham ban jaein
Jannat bhula ky ham teri
Aankhon ky askh ban jaein

Kash ye pal tham jaein
Aap ky ham ban jaein
Jannat bhula ky ham teri
Aankhon ky askh ban jaein…!!!

No comments :

Post a Comment