See the best Geminid meteor shower 2024 photos from around the world
-
Relive the prolific Geminid meteor shower with these dazzling photos.
from Space https://ift.tt/EMwurIK
Friday, December 13, 2019
BEKHAYALI HINDI SONG LYRICS | ARIJIT SINGH
Bekhayaali Mein Bhi Teraa
Hi Khayal Aaye,
Kyoon Bishadna Hai Zaroori,
Ye Sawaal Aaye,
Teri Nazdeekiyon Ki Khushee
Behisaab Thi,
Hissay Mein Faasley,
Bhi Tere Bemisaal Aaye,
Mai Jo Tujhsay Door Hoon,
Kyoon Door Main Rahoon,
Tera Guroor Hoon,
Aa Tu Faasla Mitaa,
Tu Khaab Sa Milaa,
Kyoon Khaab Tod Doon.
Bekhayaali Mein Bhi Teraa
Hi Khayal Aaye,
Kyoon Bishadna Hai Zaroori,
Ye Sawaal Aaye,
Thoda Sa Main Khafaa
Ho Gaya Apne Aap Se,
Thoda Sa Tujhpay Bhi
Bewajah Hi Malaal Aaye.
Hai Yeh Tadpan,
Hai Yeh Uljhan,
Qaise Jee Loon Bina Teray,
Meri Ab Sabsay Hai Anban
Bante Kyoon Khuda Meray, Oh Oh, Hmm Hmm.
Ye Jo Lag Baag Hai
Jungle Ki Aag Hai
Kyoon Aag Mein Jaloon,
Ye Nakaam Pyaar Mein,
Khush Hai Yeh Haar Mein,
In Jaisa Kyoon Banoon.
Raatein Dengi Bataa,
Neendo Mein Teri Hi Baat Hai
Bhooloon Qaise Tujhay,
Tu Toh Khayaalon Mein Saath Hai,
Bekhayali Mein Bhi Tera
Hi Khayal Aaye,
Kyoon Bichhadna Hai Zaruri,
Ye Sawal Aye.
(Teri Nazdeekiyon Ki Khushi
Bhisaab Thi,
Hissay Mein Faasle,
Bhi Tere Bemisaal Aaye).
Nazron Ke Aage Har Ek Manzar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai,
Dard Tumhara Badan Mein Meray,
Zahar Ki Tarha Utar Rahaa Hai,
Nazron Ke Aage Har Ek Manzar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai,
Dard Tumhara Badan Mein Meray,
Zahar Ki Tarha Utar Rahaa Hai,
Aa Zamaaney Aazam Ley,
Rooth’ta Naheen, Faslon Se Hausla Ye,
Toot’ta Nahee,
Na Hai Wo Bewafa, Aur Na Main Hoon Bewafa,
Wo Meri Aadaton Ki Tarha, Chhoot Ta Naheen.
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment