Self-stimulated ejection of freezing droplets, unlocking cost-effective
applications in de-icing
-
Water droplets under freezing conditions do not spontaneously detach from
surfaces as they do at room temperature due to stronger droplet-surface
interacti...
Tuesday, December 17, 2019
Yaad Piya Ki Aane Lagi by Neha Kakkar lyrics
Aasmaan mein jaise baadal ho rahe hain
Hum dheere dheere dheere paagal ho rahe hain
Aasmaan mein jaise baadal ho rahe hain
Hum dheere dheere dheere paagal ho rahe hain
Main to mar jaana haaye woh na jo milne aaye
Advertisement
Main to mar jaana haaye woh na jo milne aaye
Saansein meri hain inke hathon mein
Yaad piya ki mere piya ki aane lagi
Haaye bheegi bheegi raaton mein
Ho yaad piya ki aane lagi
Haaye bheegi bheegi raaton mein
Advertisement
Tere bina kya haal hai apna
Kya tumko batlayein re
Choodiyan meri royein meri
Chunri royi jaaye re
Tere bina kya haal hai apna
Kya tumko batlayein re
Choodiyan meri royein meri
Chunri royi jaaye re
Bin tere sab saza hain
Bin tere kahan maza hai
Bin tere sab saza hain
Bin tere kahan maza hai
Bin tere kahan maza hai chahaton mein
Yaad piya ki, hahaha mere piya ki
Haaye piya ki aane lagi
Haaye bheegi bheegi..
Yaad piya ki aane lagi
Haaye bheegi bheegi raaton mein
Kab woh din aayega
Jab hum bhi mehndi lagwayenge
Na jaane kab aayenge
Aur doli mein le jayenge
HO kab woh din aayega
Jab hum bhi mehndi lagwayenge
Na jaane kab aayenge
Aur doli mein le jayenge
Baari na aaye humari
Baraatein dekhin saari
Baari na aaye humari
Baraatein dekhin saari
Nache hum sabki baraaton mein
Yaad piya ki mere piya ki aane lagi
Haaye bheegi bheegi raaton mein
Ho yaad piya ki aane lagi
Haaye bheegi bheegi bheegi raaton mein
Yaad piya ki aane lagi!
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment