New species revealed after 25 years of study on 'inside out' fossil -- and
named after discoverer's mum
-
A new species of fossil is 444 million years-old with soft insides
perfectly preserved. Research 'ultramarathon' saw palaeontologist puzzled
by bizarre fos...
Thursday, June 11, 2020
Dard Kam Nahi Hota Lyrics – Sahir Ali Bagga Hina Nasrullah | Amrat Aur Maya Drama
Dard Kam Nahi Hota Song Details:
Song: Dard Kam Nahi Hota Lyrics
OST: Amrat Aur Maya
Singer: Sahir Ali Bagga, Hina Nasrullah
Lyrics: Fatima najeeb
Music: Sahir Ali Bagga
Song: Dard Kam Nahi Hota Lyrics
OST: Amrat Aur Maya
Singer: Sahir Ali Bagga, Hina Nasrullah
Lyrics: Fatima najeeb
Music: Sahir Ali Bagga
Dard Kam Nahi Hota Lyrics:
aa. .. . .
daur manzil hai raah guzar tanha
rasta khatam hi nahi hota
rezah rezah hai khawab aankhon mein
kaisay keh dun ke gham nahi hota
koi shikwah nahi magar maula
kya karoon dard kam nahi hota
.. .
zindagi ke udaas lamhoon mein
teri yaado ka saibaan to hai
tera ehsas teri khusbhoo hai
mere apnon ka aik maan to hai
yeh charaghoon ko kya bujhayen gi
ke hawaon mein dam nahi hota
koi shikwah nahi magar maula
kya karoon dard kam nahi hota
aa. .. . .
kya kahin case terhan guzari hai
zindagi tujh ko jee ke dekh liya
mere zakhamo ki baat karte ho
yeh zeher hum ne pi ke dekh liya
kya kisi se gilla kere koi
to bah mael karam nahi hota
koi shikwah nahi magar maula
kya karoon dard kam nahi hota
daur manzil hai raah guzar tanha
rasta khatam hi nahi hota
rezah rezah hai khawab aankhon mein
kaisay keh dun ke gham nahi hota
koi shikwah nahi magar maula
kya karoon dard kam nahi hota
.. .
zindagi ke udaas lamhoon mein
teri yaado ka saibaan to hai
tera ehsas teri khusbhoo hai
mere apnon ka aik maan to hai
yeh charaghoon ko kya bujhayen gi
ke hawaon mein dam nahi hota
koi shikwah nahi magar maula
kya karoon dard kam nahi hota
aa. .. . .
kya kahin case terhan guzari hai
zindagi tujh ko jee ke dekh liya
mere zakhamo ki baat karte ho
yeh zeher hum ne pi ke dekh liya
kya kisi se gilla kere koi
to bah mael karam nahi hota
koi shikwah nahi magar maula
kya karoon dard kam nahi hota
No related posts
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment