Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Thursday, June 11, 2020

Ehd e Wafa OST Lyrics

No comments :
Song: Ehd e Wafa OST Lyrics
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Written By: Mustafa Afridi
Directed By: Muhammad Saife Hasan
Produced By: ISPR & Momina Duraid Production
Channel: Hum Tv

Ehd e Wafa OST Lyrics:

Kasy manu hai tu hai juda mujh say
Souch kar dil nedhal hota hai
Tu nahi samne magar phir bhi
Dil mein tera khayal hota hai
Tere Aik adaa kay naam kiya
Sab ehd e wafa kay naam kiya
Sab ehd e wafa kay naam kiya
Lakhon ky daar per bethy hai
Kuch yaar purane aur aik tum
Dil say ho kar guzry mere
Woh beethe zamane aur aik tum
Teri aik adaa kay naam kiya
Sab ehd e wafa kay naam kiya
Sab ehd e wafa kay naam kiya
Yaaron ky sukh bhi aur ghum bhi
Teri yaadon kay ye mosam bhi
Ankhon mai utra ye nam bhi
Ye rasta bhi aur hamdam bhi
Tu lagta hai pyara itna
Is merey dil mai hai jtna
terey aik adaa kay naam kiya
Sab ehd e wafa kay naam kiya
Sab ehd e wafa kay naam kiya
jeene ki baat say yaad ayaa
Kis hall mein tum rehty ho gay
Jo keh skty thy bus mujh say
Kis ko ja kar kehty hogay
Aik dil hi bacha tha pass apny
Woh bhi hum haar kay aye hai
Aik terey honthon kay sadke
Sab khushiyan waar kay aye hai
Rang ankhon ka terey yaadon sa
Woh lehja terey baaton ka
Woh khusbu terey anne ki
Woh dhaga terey wadaon ka
Tu lagta hai pyara itna
Is merey dil mein hai jtna
Teri aik adaa kay naam kiya
Sab ehd e wafa kay naam kiya
Sab ehd e wafa kay naam kiya

No comments :

Post a Comment