Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Tuesday, May 21, 2019

Amanat Lyrics Sung By Rahat Fateh Ali Khan From Urdu1

No comments :
OST : Amanat
Singer : Rahat Fateh Ali Khan
Composer : Sahir Ali Bagga

OST Amanat Lyrics Sung By Rahat Fateh Ali Khan From Urdu1

Ye zindagi na dobara mile gi mat bholo
Aur is se pehle ke guzre har ik pal cholo
Ruki hui zindagi mein pheka pheka rang hai
Dheemi dheemi arzo bhi anso'on ke sang hai
Ye rasoom kyun ye hadood kyun
Ye samaj ki hai quod kyun
Ke hai jo Khuda ki amantein
Wo hon benishan wajood kyun, wajood kyun

Ke aasman se jo utari hui rehmat hai
Hamein aya na khyal ye amanat hai
Ke aasman se jo utari hui rehmat hai
Hamein aya na khyal ye amanat hai

Muhabat aur bharosy ki sabhi satrangiyan kahan gum hain
Hawa se baand rishton ke nishaa jaane kaha gum hain
Jalte bhujte doorion mein meetha meetha dard hai
Khawahishon ki manzil pe faslon ki gard hai

Ye rasoom kyun ye hadood kyun
Ye samaj ki hai quod kyun
Ke hai jo Khuda ki amanatein
Wo hon benishan wajood kyun, wajood kyun

Ke aasman se jo utari hui rehmat hai
Hamein aya na khyal ye amant hai
Ke aasman se jo utari hui rehmat hai
Hamein aya na khyal ye amant hai

Na aise tang honi chahye babul teri galiyan
Ke jaise moj to hoti hi nahi hai shakh per taliyan
Aashna hain raste to ajnabi kyun log hain
Aaen jaen saansein aise dharkanein bhi rog hain


Ye rasoom kyun ye hadood kyun
Ye samaj ki hai quod kyun
Ke hai jo Khuda ki amanatein
Wo hon benishan wajood kyun, wajood kyun?

Ke aasman se jo utari hui rehmat hai
Hamein aya na khyal ye amanat hai
Ke aasman se jo utari hui rehmat hai
Hamein aya na khyal ye amanat hai

No comments :

Post a Comment