Self-stimulated ejection of freezing droplets, unlocking cost-effective
applications in de-icing
-
Water droplets under freezing conditions do not spontaneously detach from
surfaces as they do at room temperature due to stronger droplet-surface
interacti...
Tuesday, May 21, 2019
Dil Fareb OST Song Lyrics Har Pal Geo….
Dil Fareb OST Song Lyrics Har Pal Geo….
Muhabbat ajnabi jazba nahi koi
Jise tum na samjh pao
Muhabbat ajnabi jazba nahi koi
Jise tum na samjh pao
Ise har aankh parhti hai
Ise har hont choota hai
Ise har dil samjhta hai
Magar ye shart shamil hai
Tumhara dil samjhta hai ky
Jis ky par ki dunya
Har ik mousam har ik manzar
Idhar bethy nazar aaye
Wagar rait ki manind koi bhi naam tum likh do
Hawa ka aik jhonka aur tum khali hath rah jao
Muhabbat ajnabi jazba nahi koi
Jise tum na samjh pao
Tumhare rooh ky mathy par kisi ka dil bosa de
Tumhare hont se lipte kisi ke nam ki tasveer
Tumhari aankh mein utre kisi ka jagta sapna
Machal tum do pair ki is mati ki khushboo ko
Jo ban ke dhol parrti hai
Muhabbat hi ki taqat hai
Kisi ki ik nigah se agar
Tum pathar ke ban jao
Muhabbat ajnabi jazba nahi koi
Jise tum na samjh pao…!!!
Muhabbat ajnabi jazba nahi koi
Jise tum na samjh pao
Muhabbat ajnabi jazba nahi koi
Jise tum na samjh pao
Ise har aankh parhti hai
Ise har hont choota hai
Ise har dil samjhta hai
Magar ye shart shamil hai
Tumhara dil samjhta hai ky
Jis ky par ki dunya
Har ik mousam har ik manzar
Idhar bethy nazar aaye
Wagar rait ki manind koi bhi naam tum likh do
Hawa ka aik jhonka aur tum khali hath rah jao
Muhabbat ajnabi jazba nahi koi
Jise tum na samjh pao
Tumhare rooh ky mathy par kisi ka dil bosa de
Tumhare hont se lipte kisi ke nam ki tasveer
Tumhari aankh mein utre kisi ka jagta sapna
Machal tum do pair ki is mati ki khushboo ko
Jo ban ke dhol parrti hai
Muhabbat hi ki taqat hai
Kisi ki ik nigah se agar
Tum pathar ke ban jao
Muhabbat ajnabi jazba nahi koi
Jise tum na samjh pao…!!!
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment