Self-stimulated ejection of freezing droplets, unlocking cost-effective
applications in de-icing
-
Water droplets under freezing conditions do not spontaneously detach from
surfaces as they do at room temperature due to stronger droplet-surface
interacti...
Tuesday, May 21, 2019
Laut Ke Chale Aana OST Lyrics | GEO TV
Laut Ke Chale Aana OST Lyrics | GEO TV
Official Sound track : Laut Ke Chale Ana
Drama Name : Laut ke Chale Ana
Music Director & Ost lyrics by : Shahbaz Khan
Vocals : Bushra Bilal
Laut Ke Chale Ana OST Lyrics
Zindagi aik ankahi si dastaan
Faslon aur qurbaton ke darmiyan
Jo hai usey kia naam dun
Ya dard ko anjaam dun
Jab mosamon ki khabar na ho
Tu Laut ke chale aana..
Zindagi aik ankahi si dastaan
Faslon aur qurbaton ke darmiyan
Jo hai usey kia naam dun
Ya dard ko anjaam dun
Tu Laut ke chale aana..
Jis roz se mein hui akeli
Meri tanhai mujh se darti hai
Har raat khele ankh micholi
Chahat mujh pe hansti hai
Jab raaston ka nishaan na ho
Aur manzilon ka pata na ho
Jab sath ho koi bewafa
Tu Laut ke chale aana..
Mere lafz bane zubaan
Mere askh itne huye garaan
Tere justaju tujhe saunp di
Meri zaat mujh pe hui ayaan
Mere hosalon ko hawa na de
Mere pyaar ko yun saza na de
Jab khawahishen dam torr dein
Tu Laut ke chale aana..
Official Sound track : Laut Ke Chale Ana
Drama Name : Laut ke Chale Ana
Music Director & Ost lyrics by : Shahbaz Khan
Vocals : Bushra Bilal
Laut Ke Chale Ana OST Lyrics
Zindagi aik ankahi si dastaan
Faslon aur qurbaton ke darmiyan
Jo hai usey kia naam dun
Ya dard ko anjaam dun
Jab mosamon ki khabar na ho
Tu Laut ke chale aana..
Zindagi aik ankahi si dastaan
Faslon aur qurbaton ke darmiyan
Jo hai usey kia naam dun
Ya dard ko anjaam dun
Tu Laut ke chale aana..
Jis roz se mein hui akeli
Meri tanhai mujh se darti hai
Har raat khele ankh micholi
Chahat mujh pe hansti hai
Jab raaston ka nishaan na ho
Aur manzilon ka pata na ho
Jab sath ho koi bewafa
Tu Laut ke chale aana..
Mere lafz bane zubaan
Mere askh itne huye garaan
Tere justaju tujhe saunp di
Meri zaat mujh pe hui ayaan
Mere hosalon ko hawa na de
Mere pyaar ko yun saza na de
Jab khawahishen dam torr dein
Tu Laut ke chale aana..
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment