Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Friday, December 14, 2018

Anabia OST Lyrics ARY Digital

No comments :

Anabia OST Lyrics ARY Digital…
Has ke jo torr diye waday Ae khuda
Sapne kiun toot gaye sary tu bata
Tere bajon kuch nai disda das main ki karan
Rataan vi gin gin taary rawan takdi saan
Saajna beliya main kalli rah gayi aan
Kiun yaqeen na kiya main jeonde mar gayi aan
Saajna beliya main kalli rah gayi aan
Kiun yaqeen na kiya main jeonde mar gayi aan

Kiun koi umer bhar jhot na na saka
Wo meri zaat par har sawaal bana
Kiun ye husan mera mujh pe bhari parra
Piyar ki aas mein ik saza ban gaya
Dekhte dekhte kiya se kiya ho gaya
Saajna beliya main kalli rah gayi aan
Kiun yaqeen na kiya main jeonde mar gayi aan

Chaha tha apna ho ik haseen aashiyan
Tujh mein dekha jahan tujh pe hi maan tha
Raat din jo meri hai khuda se dua
Zindagi ko tu meri tu milade sada
Kash soche mujhe chor ke jo gaya
Saajna beliya main kalli rah gayi aan
Kiun yaqeen na kiya main jeonde mar gayi aan
Kiun main marr gaya
Saajna beliya main kalli rah gayi aan
Kiun yaqeen na kiya main jeonde mar gayi aan
Jeonde main marr gaya
Has ke jo torr diye waday Ae khuda
Sapne kiun toot gaye sary tu bata…


No comments :

Post a Comment