Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Sunday, December 23, 2018

Naseebon Jali OST Lyrics – Rizwan Anwar | Hum TV

No comments :

Naseebon Jali OST Lyrics – Rizwan Anwar | Hum TV

Singer: Rizwan Anwar
Lyrics: Rizwan Anwar, Fahad Jamil, Sabtain Khalid
Composition: Rizwan Anwar
Music: Haroon, Sheron

Naseebon Jali OST Lyrics

Ankhon se shikwa karein bhi to kiya jab
Ashkon mein hi beh gaya tu
Saaye ki tarha mere tu chala tha
Sapno mein hi rah gaya tu
Tu haiii kahan, Tu haiii kahan

Naseebon mein tha bas rona mera
Apno hi kuch aisa kiya
Qismat se shikwa karein bhi to kiya jab
Lakeeron se hi mita gaya tu
Zakhmo pe marham asar kar na paaye
Sitam aisa kiya kar gaya tu
Tu haiii kahan, main hon kahan…

Ankhon se shikwa karein bhi to kiya jab
Ashkon mein hi beh gaya tu
Saaye ki tarha mere tu chala tha
Sapno mein hi rah gaya tu
Tu haiii kahan, Tu haiii kahan

Naseebon mein tha bas rona mera
Apno hi kuch aisa kiya
Qismat se shikwa karein bhi to kiya jab
Lakeeron se hi mita gaya tu
Zakhmo pe marham asar kar na paaye
Sitam aisa kiya kar gaya tu
Tu haiii kahan, main hon kahan…

No comments :

Post a Comment