Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Tuesday, December 18, 2018

Paiwend OST Song Lyrics ARY Digital

No comments :





Paiwend OST Song Lyrics ARY Digital….

Aisa kiun dil ka ye haal hai
Dard Ka tujh sy sawal hai
Tuny chora tha jahan
Dil ko tora jahan
Ham to phir bhi they wahan
Ham to aaj bhi hain wahan
Mahiya way mahiya tuny aisa kiun kiya
Aaj bhi aankhein dhond rahi hain tujh ko usi jaga
Ye to bata de Kahy bhulayi Tu ne sham-e-wafa
Tanhai kiya baanty
Koi nahi tha nigh mein
Tera rasta dekhty ham to pary hain rah mein
Jany ab tu hai kahan
Kar ky ham ko be-nishan
Tujh bin soona hai jahan
JO hai meri roshni ab wo sitara aur hai
Meri manzil aur mera sahara aur hai
Mahiya way mahiya tuny aisa kiun kiya
Aaj bhi aankhein dhond rahi hain tujh ko usi jaga
Ye to bata de Kahy bhulayi Tu ne sham-e-wafa
Samjhay dil ki jo zuban
Wo hai mera mehrban
Mahiya way mahiya
Tu ne aisa kyun kiya
Aaj b ankhain dhund rahi hain
Tujh ko usi jaga..

Tanhai kya bant’tay,
Koi nahin tha nigah main
Tera rasta dekhtay
Hum to paray hain raah main

Ye to bata de
Kahy bhulayi
Tu ne sham-e-wafa


No comments :

Post a Comment