New species revealed after 25 years of study on 'inside out' fossil -- and
named after discoverer's mum
-
A new species of fossil is 444 million years-old with soft insides
perfectly preserved. Research 'ultramarathon' saw palaeontologist puzzled
by bizarre fos...
Friday, December 14, 2018
OST Rasm-e-Duniya Lyris–ARY Digital
OST Rasm-e-Duniya Lyris – Ali Azmat | ARY Digital
Kahan hoon mein yeh kya pata
Kabhi jala kabhi bhuja
Hay roh main koi khala
Nishaan nahi wajuud ka
Talash main, Hai dil mera
Nishaan nahi, Wajuud ka
Kahan hoon mein, Yeh kya pata
Zulm ki hai inteha
Kay zindagi hoi dana
Jo rang hai wo zard hai
Jo ishq hai woh dard hai
Ruku na main ky rasta
Kahin to hai umeed ka
Kahan hoon mein yeh kya pata
Kabhi jala kabhi bhuja
Hay roh main koi khala
Talash main hai dil mera
Nishaan nahi wajuud ka
Kahan hoon mein yeh kya pata
Sada hoon main shikast ki
Jo her jagah suni gai
Na kuch khabar na hosh hay
Jo lehar hai khamosh hai
Kinara hai wo dusra
Abhi jo mil nahi saka
Kahan hoon mein yeh kya pata
Kabhi jala kabhi bhuja
Hay roh main koi khala
Talash main hai dil mera
Nishaan nahi wajuud ka
Kahan hoon mein yeh kya pata
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment