The US government wants to bypass environmental laws for commercial
launches and spacecraft reentries
-
A new Federal Aviation Administration (FAA) proposal says the agency wants
to speed up commercial space licensing for rocket launches and spacecraft
re-...
Friday, December 14, 2018
Itna kyu yaad, Najia OST Lyrics
OST: Itna Kiyun Yaad
Singer: Alisha Chinai (Alisha Chinoy)
Duration: 04:02
Drama: Najia
Directed by: Roomi Insha
Produced by: Momina Duraid
Presented by: Moomal Productions Pakistan
TV Channel: Hum TV
Year: 2007
itna kiyun yaad aa rahe ho
diye ki tarah jalaa rahe ho
dil kahin behelta nahi
sambha loon kese, sambhalta nahi
ruk na jaeyn saansain
kiyun mujhe sataa rahe ho
itna kiyun yaad aa rahe ho
diye ki tarah jalaa rahe ho
tumhain kuch khabar nahi hai
chaahaton ka asar nahi
kis duniya mein base ho
itne din kahaan rahe ho
dil hai bohot beqaraar
kiyun mujhe rula rahe ho
itna kiyun yaad aa rahe ho
diye ki tarah jalaa rahe ho
phoolon ki zameen, taaron ka aasmaan
dil ki basti basaeyn, basaeyn naya jahaan
kesa pyaara pyaara hai samaan
chaand mere, kab aa rahe ho?
itna kiyun yaad aa rahe ho
diye ki tarah jalaa rahe ho
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment