Astrophotographer captures jaw-dropping view of the Crescent Nebula
-
[image: A red and blue nebula glows against distant stars. A bright blue
star can be seen glowing in its core.]
The Crescent Nebula shines in the constel...
Friday, December 14, 2018
Behti Naar, malaal ost, hum tv
Song: Behti Naar
Band: Rushk
OST: Malaal – Hum TV
tu hai kon? mein kon hun?
kesa hai ye malaal?
kyun karti hun mein sawaal?
ajab se hai ye raat
ajnabi ka hai sath (naar ka hai sath)
ulti ganga behne lagi
aasan hai yun basrana
nafrat talak mein khone lagi
haqeeqat tha ke afsana
kyun hai? kya hai? ye behti naar
tu hai kon? mein kon hun?
kesa hai ye malaal?
kyun karti hun mein sawaal?
shola sa bharakne laga
ejazat thehri hai wafa
har ang nam hone laga
naadim hai man ka baqaa
kyun hai? kya hai? ye behti naar
tu hai kon? mein kon hun?
kesa hai ye malaal?
kyun karti hun mein sawaal?
behti naar…!
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment