Breakthrough in capturing 'hot' CO2 from industrial exhaust
-
Capturing carbon dioxide from the hot industrial exhaust of cement and
steel plants requires cooling the exhaust from around 200 C to 60 C so that
liquid a...
Friday, December 14, 2018
Khaani OST – Geo tv
TV Series: Khaani
TV Channel: Geo TV
Year: 2017
Director: Anjum Shahzad
Producer: Abdullah Kadwani – Asad Qureshi
Writer: Asma Nabeel
OST: Khaani
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Composer: Sahir Ali Bagga
Lyrics: S.K. Khalish – Sahir Ali Bagga
Duration: 05:10
qayaamat mein tera daagh-e-mohabbat leke utthoonga
teri tasveer us dam bhi kaleje se lagi hogi
rabba teri khudai haey yaad hai aai
dil yeh deta dohaai, gham se de tu rihaai
haal kaise sunaawan, rog kaise nibhaawan
rabba qismat mein rona kyun likha
kaisa yeh marz hai ishq ishq
kaisa yeh dard hai ishq ishq
mera dushman mera ishq ishq
keeve maar mukawa
rabba o rabba o rabba o rabba mere rabba(x2)
ishqan ishqan ishqan ve
ishqan ve..!!
kaise morr pe na jaane laai hai yeh zindagi
rootha rootha hai naseeba roothi roothi har khushi
dekhe thay jo khuwaab sab toot gaey woh
keh rahi hai aankhon se shayad meri bebasi
koi bichra yaad aey, aansu piya na jaaey
rabba qismat mein rona kyun likha
kaisa yeh marz hai ishq ishq
kaisa yeh dard hai ishq ishq
mera dushman mera ishq ishq
keeve maar mukawa
rabba o rabba o rabba o rabba mery rabba (x2)
ishqan ishqan ishqan ve
ishqan ve..!!
aise dard mein ham kuch kar hi na jaen
dard sehte sehte kahin mar hi na jaen
kaise ham sambhalain is be-haal dil ko
apne aap se ham kahin bhar hi na jaen
rabba dil yeh sadaa de, na tu wesi sazaa de
rabba qismat mein rona kyun likha
kaisa yeh marz hai ishq ishq
kaisa yeh dard hai ishq ishq
mera dushman mera ishq ishq
keeve maar mukawa
rabba o rabba o rabba o rabba mery rabba (x4)
jag hai nishana ishq da, ghar ghar fasana ishq da (x2)
manzil hai gehri ishq di, wakhri kachehri ishq di (x2)
jungle katehre ishq de, har shaam pehre ishq de
banda raza matloob di, sunda ae gal mehboob di
jag hai nishana ishq da, ghar ghar fasana ishq da (x4)
ishq de rog da keete na daaru, othay ishq de rog awalle
aqlaan shaklaan waale keete isi ishq ne kamle jhalle
ruswaiyan te khwariyan baajon
kujh nai ishq de palle
o barbaad hoey ghar saray jehre ishq ne malle
kaisa yeh marz hai ishq ishq
kaisa yeh dard hai ishq ishq
mera dushman mera ishq ishq
keeve maar mukawa
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment