Falcon 9 rocket launches Starlink satellites before making 550th SpaceX
landing
-
A SpaceX Falcon 9 rocket carrying 27 Starlink satellites lifted off from
Vandenberg Space Force Base in California on Sunday, Dec. 14, 2025. The
first stag...
Friday, December 14, 2018
OST Man-O-Salawa lyrics, Hum TV
Song: Tere Ishq Mein
OST: Man-O-Salwa
Singer: Zila Khan
Music: Shoab Farukh & Farukh Abid
Lyrics: Sabir Zafar
Channel: Hum Tv
Year: 2008
tere ishq mein sudh budh khoi
haal na jaane koi
[repeat]
tere prem ki saij pe soi
meri birhn yun di doi
main to hogai re deewani
sayyan hogai re deewani
kese main kaatungi tanhai yadain
deewane dil ki kuch deewani si batain
phir yaad piya ki aai
meri aur barhi tanhai
mere man ki lagan tu jaane
mere tan ki agan tu jaane
main to hogai re deewani
sayyan hogai re deewani
jal gai meri duniya
jal gai sab barsatain
deewane dil ki kuch deewani si batain
phir hijr ke mausam aaey
ek pyas si jalti jaey
ek pal na soi aankhain
meri tujh bin roain aankhain
main to hogai re deewani
sayyan hogai re deewani
mil gai’n khaak mein sajan
morey sapnon ki baratain
deewane dil ki kuch deewani si batain (x2)
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment