Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Wednesday, June 26, 2019

Deewar-e-Shab Lyrics, Sahir Ali Bagga and Manwa Sisters

No comments :

Deewar-e-Shab OST Full Lyrics - Sahir Ali Bagga and Manwa Sisters | Hum Tv



Deewar-e-Shab Lyrics, Sahir Ali Bagga and Manwa Sisters

OST: Deewar-e-Shab Lyrics
Singer: Sahir Ali Bagga and Manwa Sisters
Composer: Sahir Ali Bagga
Lyrics: Imran Raza
D.O.P: Azhar Ali
Label: Hum Tv

Deewar-e-Shab Lyrics:

Aik pal Mein, Mila day
Tha mil ke bana day

Kabhi dil se juda nahi
Na toro khuda dil

Jisy ishq howa sab bhool gaya
Kiya tera jo, Apna na raha

Kya mangni thi, nahi yaad dua
Dil tooty to, nahi aur sata

Ae ishq mujhy aik baat bata
Kya ha ishq

Kya ha ishq
Khuda hi jany

Kya ha ishq
Jo ap Khuda ny

Deewar e shab
Chala ha giraany

Bacha dil kese
Pyar to ho jata ha

Ye ishq khuda ki marzi
Jo dil me rehny aaye

Ye tum se door hua to
Ye roye deyy roye deyy

Ye ishq khuda ki marzi
Jo dil me rehny aaye

Ye tum se door hua to
Ye roye deyy roye deyy

Jo ghum ha ishq ke naam
Jo sukh hain ishq ke kaam

Jo ghum ha ishq ke naam
Jo sukh hain ishq ke kaam

Jo nazar na aye
Par bhooley na paye

Dil tere bina yunhi doley
Chain na paye

Ye ishq khuda ki marzi


Aik pal Mein, Mila day
Tha mil ke bana day

Kabhi dil se juda nahi
Na toro khuda dil

Jisy ishq howa sab bhool gaya
Kiya tera jo, Apna na raha

Kya mangni thi, nahi yaad dua
Dil tooty to, nahi aur sata

Ae ishq mujhy aik baat bata
Kya ha ishq

Kya ha ishq
Khuda hi jany

Kya ha ishq
Jo ap Khuda ny

Deewar e shab
Chala ha giraany

Bacha dil kese
Pyar to ho jata ha

Ye ishq khuda ki marzi
Jo dil me rehny aaye

Ye tum se door hua to
Ye roye deyy roye deyy

Ye ishq khuda ki marzi
Jo dil me rehny aaye

Ye tum se door hua to
Ye roye deyy roye deyy

Jo ghum ha ishq ke naam
Jo sukh hain ishq ke kaam

Jo ghum ha ishq ke naam
Jo sukh hain ishq ke kaam

Jo nazar na aye
Par bhooley na paye

Dil tere bina yunhi doley
Chain na paye

Ye ishq khuda ki marzi

No comments :

Post a Comment