Sunday, June 30, 2019
Ko Ko Korina Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 11 (2018)
Ko Ko Korina Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 11 (2018)
Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 11 (2018)
Singers: Ahad Raza Mir
Song Lyricists: Masroor Anwar
Music Composer: Sohail RanaMusic Director: Sohail RanaMusic Label: Coke Studio Pakistan, Pakistani MusicStarring: Ali Sethi, Humaira Arshad, Gul Panra, Rachel Viccaji, Asim Azhar, Asrar, Abrar-ul-Haq, Aima Baig, Abida Parveen, Shuja Haider, Sahir Ali Bagga, Momina Mustehsan, Ali Azmat, Attaullah Khan Esakhelvi, Sanwal Esakhelvi, Hasan Jahangir, Young Desi, Lucky and Naghma, Haniya Aslam, Ahad Raza Mir, Natasha Baig, Zarsanga, Sounds of Kolachi, Chand Tara Orchestra, Mughal-E-Funk, The Sketches, Khumariyaan, Jimmy Khan, L.U.G, Fareed Ayaz and Abu Muhammad, Krewella, Ariana and Amrina, Mishal Khawaja, Bloach Throat Musicians, Shamu Bai, Vishnu, Riaz Qadri, Ghulam Qadri, Bilal Khan, Jawad Ahmad, Elizabeth Rai
Release on: 10th August, 2018
Ko Ko Korina Song Lyrics
Mere khayalon pe chayi hai
Ek soorat matwaali si
Nazuk si sharmili si
Masoom si bholi bhali si
Rehti hai woh door kahin
Ataa pata maloom nahin
Mere khayalon pe chayi hai
Ek soorat matwaali si
Nazuk si sharmili si
Masoom si bholi bhali si
Rehti hai woh door kahin
Ataa pata maloom nahin
Ko ko korina ko ko korina
Ko ko korina ko ko korina
Jheel si gehri aankhein kiski
Phool sa kiska chehra
Kali zulfein nagin bankay
Deti hain kispay pehra
Phool sa kiska chehra
Kali zulfein nagin bankay
Deti hain kispay pehra
Tum poochoge mujh se
Duniya bhar mein
Koun hai aisa haseen
Tere khayalon main chayi hai
Ek soorat matwali si
Ho sakta hai kal khud mujhko
Waqt wahan le jaye
Main ghabraoun dekh ke usko
Woh mujh se sharmaye
Ho sakta hai kal khud mujhko
Waqt wahan le jaye
Main ghabraoun dekh ke usko
Woh mujh se sharmaye
Main keh doonga dilbar
Maine shayad
Dekha hai tum ko kahin
Mere khayalon pe chayi hai
Ek soorat matwaali si
Nazuk si sharmili si
Masoom si bholi bhali si
Rehti hai woh door kahin
Ataa pata maloom nahin
Mere khayalon pe chayi hai
Ek soorat matwaali si
Nazuk si sharmili si
Masoom si bholi bhali si
Rehti hai woh door kahin
Ataa pata maloom nahin
Ko ko korina ko ko korina
Ko ko korina ko ko korina
Ko ko korina ko ko korina
Ko ko korina ko ko korina
Ko ko korina ko ko korina
Ko ko korina ko ko korina.
No comments :
Post a Comment