Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Sunday, June 30, 2019

Jaana Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 7 (2014)

No comments :

Jaana Lyrics - Coke Studio Pakistan - Season 7 (2014)


Movie/album: Coke Studio Pakistan - Season 7 (2014)

Singers: Zoe Viccaji, Zohaib Hassan

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Strings (Band)

Music Director: Strings (Band)

Director: Rohail Hyatt

Starring: Abbas Ali Khan, Abida Parveen, Abrarul Haq, Akhtar Chanal Zahri, Fariha Pervez, Humaira Channa, Javed Bashir, Jawad Ahmed, Komal Rizvi, Meesha Shafi, Rahma Ali, Rahat Fateh Ali Khan, Sajjad Ali, Ustad Rais Khan, Zohaib Hassan, Zoe Viccaji, Ustaad Tafu Khan, Jimmy Khan, Asrar Shah, Usman Riaz, Momin Durrani, Naseer & Shahab, Niazi Brothers, Sara Haider

Release on: 21st September, 2014


Jaana Song Lyrics


Jaana zindagi se na jaana
Pyaar ka yeh khazaana
Lut na jaaye kahin
Ho jaana ham rahenge tumhaare
Hain jab tak sitaare
Hai jab tak zameen o ho ho hoo

Duniya saari de kar le loon
Main ik tera pyaar yeh pyaar
Saathi ho jo tere jaisa
Kya karna sansaar sansaar
Zameen hai kya jo tu kahe
Main chaand pe
Tere saath chal rahoon
Jaana zindagi se na jaana
Pyaar ka yeh khazaana
Lut na jaaye kahin
Ho jaana ham
Rahenge tumhaare
Hain jab tak sitaare
Hai jab tak zameen

Mere jeewan mein hai
Tere geeton ki
Jhankaar jhankaar
Aur tere sang main
Angaaron par
Chalne ko taiyaar
Tum door ho hazaar gham
Tum paas ho to mujhe
Har khushi jaana

Zindagi se nah jaana
Pyaar ka yeh khazaana
Lut na jaaye kahin
Ho jaana
Ham rahenge tumhaare
Hain jab tak sitaare
Hai jab tak zameen
Jaana jaana
Jaana jaana
Jaana jaana
Jaana jaana jaana.


No comments :

Post a Comment