Pakistani dramas have some of the best music . More than films, more than mainstream music, these OSTs are some of the most listened .

Sunday, June 30, 2019

Larho Mujhey (Episode 2) Lyrics - Coke Studio Pakistan – Season 5 (2012)

No comments :


Larho Mujhey (Episode 2) Lyrics - Coke Studio Pakistan – Season 5 (2012)


Movie/album: Coke Studio Pakistan – Season 5 (2012)

Singers: Bilal Khan

Song Lyricists: N/A

Music Composer: N/A

Music Director: N/A

Release on: 13th May, 2012


Larho Mujhey (Episode 2) Song Lyrics



Muskurata rehta hoon, duniya se ye kehta hoon
Mil jaein ge mujhko khawaab bhi
Dil ko zinda rakhta hoon, khushiyon se ye bharta hoon,
Itna tou hai khud pe yaqeen
Urdta hua taara hoon
Ooncha sa ik nara hoon
Bujhti hui basti mein ghoomta awaara hoon
Himmat hai tou aey koi, mujhko samjhaey woh
Mitt chuki ummeedein kyun meri
Aao naa, kaho mujhey, aao naa, larho mujhey
Meray dil main dekho aag,
Mujh ko dikhta apna khawaab,
Tum ko lagta hoon mein kya,
Aao naa
Hai duaaon main haath
Sar pe meray bus hai kaam
Aao na, larho mujhey
Larho mujhey

Saaree baatein sun bethaa
Jo kehna tha keh diya
Lafzon se darta tha kabhi
Shikwa khud se kuch nahein
Lagta mujh ko sab sahi
Itna tou hai khud pe yaqeen
Meray dil main dekho aag,
Mujh ko dikhta apna khawaab,
Tum ko lagta hoon mein kya,
Aao naa
Hai duaaon main haath
Sar pe meray bus hai kaam
Aao na, larho mujhey
Larho mujhey
Kaghaz ki kashti pay
Lehron ki masti mein
Tufanon se ruk na paya mein
Daman se liptay kaantay
Daman se liptay kaantay
Phir bhi dil ne dukh na baantay
Hansta khilta, chalta aaya mein
Dekho mein banjara hoon
Marzi ka dhaara hoon
Aao naa, kaho mujhey, aao naa, larho mujhey
Meray dil main dekho aag,
Mujh ko dikhta apna khawaab,
Tum ko lagta hoon mein kya.

No comments :

Post a Comment