ULA wants to upgrade Vulcan Centaur rocket into a 'space interceptor' to
defend satellites
-
United Launch Alliance (ULA) says its new, powerful Vulcan Centaur upper
stage rocket could play a key role in defending satellites from potential
threats ...
Monday, June 24, 2019
Saya e Deewar Bhi Nahi OST Lyrics – Hum TV | Faiza Mujahid & Sohail Haider
Ruchi
2:07 AM
Ahsan Khan
,
Emmad Irfani
,
Ghana Ali
,
HUM TV
,
Irfan Khoosat
,
Naveen Waqar
,
Tahira Imam
No comments
:
OST: Saya e Deewar Bhi Nahi
Singer: Faiza Mujahid & Sohail Haider
Composition: Sohail Haider
Lyrics: Sohail Haider
Post: Faisal Saleem
D.O.P: Abdul Qudoos
Writer: Qaisra Hayat
Producer: Momina Duraid
Director: Shehzad Kashmeri
Saya e Deewar Bhi Nahi OST Lyrics – Hum TV | Faiza Mujahid & Sohail Haider
Ishq hua hai aisa, hum sab bhool gaye
Chaha main teri yara, sori jhool gay
Khud ko fana kar ke, bik be-mool gay
Sab say alag se alag huye toh zinda thay
Rab se alag huye toh raha kuch nahi
Ab kahi Saya-e-Dewar Bhi Nahi
Ranjha ranjha kardi main api ranjha hoyi
Ranjha ranjha sadoo menu heer na aakho koi
Roh say teri rooh ka mere, rishta hai aisa
Jism juda hai, saansein juri, hain aks tere jaisa
Rahoon ki teri hum, banain hain dhool gay
Sab say alag se alag huye toh zinda thay
Rab se alag huye toh raha kuch nahi
Ab kahi Saya-e-Dewar Bhi Nahi
Ranjishein bhi thi, chahte bhi thi, dooriyan bhi thi darmiyan
Ranj ka alam chaya hai aisa, Khud ko chupaon kahan
Pinjra toor chalay, hum mo moor chalay
Sab say alag se alag huye toh zinda thay
Rab se alag huye toh raha kuch nahi
Ab kahi Saya-e-Dewar Bhi Nahi
Jab teri shan-e-karimi pe nazar jati hai
Zindagi kitni marahil say guzar jati hai
Bay talab diya jata hai mujhe dene wala
Hath uthte nahi jholi meri bhar jata hai
Apnay khuda ko chorkay kar hum, Baaghi jab say huye
Sehra, jangal, darya, badal zor se bol paray
Allah!! Allah!! Allah!! Allah!!
Dharti bhi thar that kaanp rahi hai, dil yeah patoon sa larzay
Allah!! Allah!! Allah!! Allah!!
Dam atka hai seene mein aise, mafi kay rastay khol day mery

Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment